Hazrat Nafi' narrates that Hazrat Ibn Umar disliked calling the Surahs of the Quran "Mufrad" (detailed or elaborated). He used to say, "The entire Quran is Mufassal (detailed and clear). But you all may call them the short Surahs of the Quran.
حضرت نافع فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عمر ناپسند کرتے تھے : قرآن کی سورتوں کو مفصل کہنا : اور فرماتے تھے : قرآن مجید سارا مفصل و واضح ہے۔ لیکن تم یوں کہا کرو قرآن کی چھوٹی سورتیں۔
Hazrat Nafe farmate hain ki Hazrat Ibn Umar napasand karte the: Quran ki suraton ko mufassal kehna: aur farmate the: Quran Majeed sara mufassal o wazih hai. Lekin tum yun kaha karo Quran ki chhoti suraten.
Hazrat Salim narrates that Hazrat Ibn Umar said: Hazrat Umar asked me: How much Quran do you memorize? I said: One Surah. Hazrat Abdullah says: Then they did not order us to do anything nor did they forbid us from doing anything except that they said: So if you learn anything from the Quran, then you must learn these detailed Surahs. Because they are more likely to be preserved.
حضرت سالم فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عمر نے ارشاد فرمایا : مجھ سے حضرت عمر نے پوچھا : تمہیں کتنا قرآن یاد ہے ؟ میں نے کہا : ایک سورت، حضرت عبداللہ فرماتے ہیں : پھر نہ انھوں نے ہمیں کسی کام کا حکم دیا اور نہ ہی کسی کام سے منع کیا سوائے اس بات کے کہ انھوں نے کہا : پس اگر تم قرآن میں سے کچھ سیکھو تو تم پر یہ مفصل سورتیں لازم ہیں۔ اس لیے کہ یہ زیادہ محفوظ رہتی ہیں۔
Hazrat Salem farmate hain ke Hazrat Ibn Umar ne irshad farmaya : mujh se Hazrat Umar ne pucha : tumhen kitna Quran yaad hai ? mein ne kaha : ek surat, Hazrat Abdullah farmate hain : phir na unhon ne hamen kisi kaam ka hukm diya aur na hi kisi kaam se mana kiya siwaye is baat ke ke unhon ne kaha : pas agar tum Quran mein se kuch seekho to tum par ye mufassal suraten lazim hain. is liye ke ye zyada mahfooz rehti hain.