Hazrat Saad, the freed slave of Hazrat Amr bin Al-Aas, states that two men quarreled over a verse of the Quran and both came to the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) with their dispute. The Prophet said: Do not quarrel over it. Because quarreling over the Quran is disbelief.
حضرت سعد جو کہ حضرت عمرو بن العاص کے آزاد کردہ غلام ہیں فرماتے ہیں کہ دو آدمی قرآن کی ایک آیت میں جھگڑ پڑے اور دونوں جھگڑا لے کر رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی خدمت میں حاضر ہوئے تو آپ نے فرمایا : تم اس میں جھگڑو مت۔ اس لیے کہ قرآن میں جھگڑنا کفر ہے۔
Hazrat Saad jo keh Hazrat Amr bin al-Aas ke azad kardah ghulam hain farmate hain ke do aadmi Quran ki aik ayat mein jhagda pade aur dono jhagda lekar Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein hazir hue to aap ne farmaya: Tum is mein jhagado mat. Is liye keh Quran mein jhagadna kufr hai.
Hazrat Abdullah bin Amr narrates that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Leave the dispute about the Quran, for indeed, the nations before you were not cursed until they disputed about their Scriptures. Indeed, disputing about the Quran is disbelief."
حضرت عبداللہ بن عمرو فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : قرآن کے بارے میں جھگڑے کو چھوڑ دو پس بیشک تم سے پہلی امتوں پر لعنت نہیں کی گئی یہاں تک کہ انھوں نے قرآن میں اختلاف کیا۔ بلاشبہ قرآن کے بارے میں جھگڑا کفر ہے۔
Hazrat Abdullah bin Amro farmate hain ke Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Quran ke bare mein jhagde ko chhor do pas beshak tum se pehli ummaton per laanat nahin ki gayi yahan tak ke unhon ne Quran mein ikhtilaf kiya. Bilashuba Quran ke bare mein jhagda kufr hai.
Jundab bin Abdullah narrated that the Messenger of Allah (ﷺ) said: "Read the Quran so long as your hearts are in harmony with it. When your hearts differ, then stand up."
حضرت جندب بن عبداللہ فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : قرآن کو پڑھو جب تک اس پر تمہارا دل مانوس رہے اور جب تم اس میں اختلاف کرو تو اٹھ جاؤ۔
Hazrat Jundub bin Abdullah farmate hain ke Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Quran ko parho jab tak is par tumhara dil manoos rahe aur jab tum is mein ikhtilaf karo to uth jao.
Hazrat Ata reports that Hazrat Ibn Abbas said: "Do not mix some parts of the Quran with others, for this creates doubt in the hearts."
حضرت عطائ فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عباس نے ارشاد فرمایا : قرآن کے بعض حصہ کو بعض کے ساتھ خلط ملط مت کرو، اس لیے کہ یہ چیز دلوں میں شک پیدا کرتی ہے۔
Hazrat Ataa farmate hain keh Hazrat Ibn Abbas ne irshad farmaya: Quran ke baaz hissa ko baaz ke sath khalt malt mat karo, is liye keh yeh cheez dilon mein shak paida karti hai.
Hazrat Abdullah bin Masood narrates that I heard the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) saying, "Indeed, the people before you differed in it, so Allah destroyed them. So do not differ in it, meaning the Quran."
حضرت عبداللہ بن مسعود فرماتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو یوں فرماتے ہوئے سنا ہے کہ بلاشبہ تم سے پہلے لوگوں نے اس میں اختلاف کیا تو اللہ نے ان کو ہلاک و برباد کردیا۔ پس تم اس میں اختلاف مت کرو، یعنی قرآن میں۔
Hazrat Abdullah bin Masood farmate hain keh maine Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko yun farmate huye suna hai keh bilashuba tum se pehle logon ne is mein ikhtilaf kiya to Allah ne un ko halak o barbad kardiya. Pas tum is mein ikhtilaf mat karo, yani Quran mein.