Hazrat Aisha narrates that Hazrat Ibn Abbas said: The whole Quran descended from the highest heaven to the sky of the world during Ramadan. Then when Allah intends to bring something into existence, He reveals it.
حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عباس نے ارشاد فرمایا : پورا قرآن اوپر والے آسمان سے آسمانِ دنیا تک رمضان میں اترا۔ پھر اللہ جب کسی چیز کو وجود میں لانے کا ارادہ فرماتے تو اس کو نازل فرما دیتے۔
Hazrat Akarma farmate hain keh Hazrat Ibn Abbas ne irshad farmaya: poora Quran upar wale aasman se aasman e duniya tak Ramzan mein utara. Phir Allah jab kisi cheez ko wajood mein lane ka irada farmate to us ko nazil farma dete.
Hazrat Saeed bin Jubair narrates that Hazrat Ibn Abbas, while explaining the verse "Indeed, We sent it down during the Night of Decree", said: The entire Quran was revealed to Hazrat Jibraeel on the Night of Decree. Then, it was placed in Bait-ul-Izzah (a place in the heavens), and from there, it was gradually revealed to the Prophet (peace be upon him).
حضرت سعید بن جبیر فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عباس نے اللہ کے قول۔ یقیناً ہم نے ہی نازل کیا ہے قرآن کو شب قدر میں۔ کے بارے میں ارشاد فرمایا : حضرت جبرائیل کو سارا قرآن شب قدر میں ہی سپرد کردیا گیا تھا۔ پس اس کو بیت العزہ میں رکھا گیا، پھر وہ اس کو تدریجاً نازل کرتے رہے۔
Hazrat Saeed bin Jubair farmate hain keh Hazrat Ibn Abbas ne Allah ke qol Yaqinan hum ne hi nazil kiya hai Quran ko Shab e Qadr mein ke bare mein irshad farmaya: Hazrat Jibraeel ko sara Quran Shab e Qadr mein hi supurd kar diya gaya tha. Pas us ko Bait ul Izza mein rakha gaya phir wo us ko tadreejan nazil karte rahe.
Hazrat Abu Al-'Aaliyah narrated that Hazrat Abu Al-Jild narrated, "The book of Prophet Abraham (AS) was revealed on the first night of Ramadan, the Psalms on the sixth, the Gospel on the eighteenth, and the Quran on the twenty-fourth."
حضرت ابو العالیہ فرماتے ہیں کہ حضرت ابو الجلد نے ارشاد فرمایا : حضرت ابراہیم کے صحیفے رمضان کی پہلی رات میں نازل ہوئے ۔ اور زبور چھٹی رات میں اور انجیل اٹھارہویں رات میں ۔ اور قرآن چوبیسویں رات میں نازل ہوا۔
Hazrat Abu Al Aliya farmate hain keh Hazrat Abu Al Jild ne irshad farmaya: Hazrat Ibrahim ke sahife Ramazan ki pehli raat mein nazil hue. Aur Zabur chhati raat mein aur Injeel atharween raat mein. Aur Quran chaubeeswein raat mein nazil hua.