Hazrat Malik bin Dinar said that I asked Hazrat Salim about placing the hands on the forehead before completing the prayer, and he said there is no harm in it.
حضرت مالک بن دینار کہتے ہیں کہ میں نے حضرت سالم سے نماز پوری کرنے سے پہلے پیشانی پر ہاتھ پھیرنے کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Malik bin Dinaar kehte hain keh maine Hazrat Saleem se namaz poori karne se pehle peshani par hath pherne ke baare mein sawal kiya to unhon ne farmaya keh is mein koi harj nahin.
Hazrat Yazid bin Ibrahim said: I saw Hazrat Ibn Sireen cleaning his forehead with a cloth in prayer, and Hazrat Wakee' rubbed his hand over his forehead.
حضرت یزید بن ابراہیم فرماتے ہیں میں نے حضرت ابن سیرین کو نماز میں کپڑے سے اپنی پیشانی صاف کرتے دیکھا ہے اور حضرت وکیع نے اپنے ہاتھ کو اپنی پیشانی پر پھیرا۔
Hazrat Yazid bin Ibrahim farmate hain main ne Hazrat Ibn Sireen ko namaz mein kapre se apni peshani saaf karte dekha hai aur Hazrat Wakee ne apne hath ko apni peshani par phera.