It is narrated by Hazrat Ubadah bin Samit that he said that on the Day of Judgment, there will be a divine announcement. Separate from the world what is for Me and throw the rest of the world into Hellfire.
حضرت عبادہ بن صامت سے روایت ہے وہ کہتے ہیں کہ جب قیامت کا دن ہوگا تو ارشادِ خداوندی ہوگا۔ دنیا میں سے جو کچھ میرے لیے تھا اس کو جدا کرلو اور باقی دنیا کو جہنم میں ڈال دو ۔
Hazrat Ubadah bin Samit se riwayat hai woh kehte hain ke jab qayamat ka din hoga to irshad e khudawandi hoga duniya mein se jo kuch mere liye tha us ko juda karlo aur baqi duniya ko jahannam mein daal do
It is narrated from Hazrat Shahr bin Hawshab that he said that a man came to Hazrat Ubadah bin Samit (may Allah be pleased with him) and said: A man offers prayer for the pleasure of Allah and likes to be praised for it. He (may Allah be pleased with him) said: This act is of no (use). Allah Almighty says: I am a better partner. So whoever has partnership with Me, then everything belongs to him. I have no need of him.
حضرت شہر بن حوشب سے روایت ہے وہ کہتے ہیں کہ ایک آدمی حضرت عبادہ بن صامت (رض) کے پاس حاضر ہوا اور اس نے کہا : ایک آدمی اللہ کی رضا کے لیے نماز پڑھتا ہے اور اس بات کو پسند کرتا ہے کہ اس کی تعریف کی جائے۔ آپ (رض) نے فرمایا : یہ عمل کچھ (کام کا) نہیں۔ ارشاد خداوندی ہے : میں بہتر شریک ہوں۔ پس جس آدمی کی میرے ساتھ شرکت ہو تو وہ چیز ساری اسی کی ہے۔ مجھے اس کی ضرورت نہیں ہے۔
Hazrat Shahr bin Haushb se riwayat hai woh kehte hain keh ek aadmi Hazrat Ubadah bin Samit (RA) ke paas hazir hua aur usne kaha: Ek aadmi Allah ki raza ke liye namaz parhta hai aur is baat ko pasand karta hai keh uski tareef ki jaye. Aap (RA) ne farmaya: Yeh amal kuchh (kaam ka) nahin. Irshad khudawandi hai: Main behtar shareek hun. Pas jis aadmi ki mere saath shirkat ho to woh cheez sari usi ki hai. Mujhe uski zaroorat nahin hai.