Prophet Muhammad (PBUH) said that feeling sleepy during Friday prayer is from Satan. If anyone of you feels sleepy during the sermon, then change your posture.
حضرت محمد فرماتے ہیں کہ جمعہ میں نیند کا آنا شیطان کی طرف سے ہے۔ جب تم میں سے کسی کو دورانِ خطبہ اونگھ آئے تو پہلو بدل لے۔
Hazrat Muhammad farmate hain keh juma mein neend ka aana shaitan ki taraf se hai. Jab tum mein se kisi ko dauran e khutba ungh aaye to pehlu badal le.
One of Hazrat Ata and Hazrat Taus said about the one who sleeps on Friday, "Change his place," and the other said, "Turn him over from his place."
حضرت عطاء اور حضرت طاوس میں سے ایک جمعہ کے دن سونے والے کے بارے میں فرماتے ہیں کہ جگہ بدل لے اور دوسرے فرماتے ہیں کہ اپنی جگہ سے پیچھے ہٹ جائے۔
Hazrat Ata aur Hazrat Ta'us mein se aik juma ke din sone wale ke bare mein farmate hain ke jagah badal le aur dusre farmate hain ke apni jagah se peeche hat jaye.
Hazrat Hassan narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said that sleeping on Friday is from Satan. If anyone of you feels sleepy, he should change his place.
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ جمعہ میں نیند کا آنا شیطان کی طرف سے ہے، اگر تم میں سے کسی کو نیند آئے تو وہ جگہ بدل لے۔
Hazrat Hassan farmate hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya keh juma mein neend ka aana shaitan ki taraf se hai, agar tum mein se kisi ko neend aaye to woh jaga badal le.
It is narrated on the authority of Ibn Umar that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: If one of you feels sleepy on Friday, then he should change his place.
حضرت ابن عمر سے روایت ہے کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ اگر تم میں سے کسی کو جمعہ کے دن نیند آئے تو وہ اپنی جگہ بدل لے۔
Hazrat Ibn Umar se riwayat hai keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya keh agar tum mein se kisi ko Jumma ke din neend aaye to woh apni jaga badal le.