Hazrat Urwa bin Zubair did not see any harm in the person who could not hear the sermon on Friday to speak. That is, to whom the voice did not reach.
حضرت عروہ بن زبیر اس بات میں کوئی حرج نہ سمجھتے تھے کہ جو شخص جمعہ کے دن خطبہ نہ سن سکے وہ کلام کرلے۔ یعنی جس تک آواز نہ پہنچ رہی ہو۔
Hazrat Urwa bin Zubair iss baat mein koi haraj na samajhte the ke jo shakhs jumma ke din khutba na sun sake woh kalaam karle yani jiss tak aawaz na phonch rahi ho
Hazrat Ishmael bin Ibrahim narrates that my father, Hazrat Ibrahim, and Hazrat Saeed bin Jubayr were conversing during the sermon of Hajjaj bin Yusuf.
حضرت اسماعیل بن ابراہیم فرماتے ہیں کہ میرے والد حضرت ابراہیم اور حضرت سعید بن جبیر حجاج بن یوسف کے خطبے کے دوران گفتگو کررہے تھے۔
Hazrat Ismail bin Ibrahim farmate hain keh mere walid Hazrat Ibrahim aur Hazrat Saeed bin Jubair Hajj bin Yousuf ke khutbe ke doran guftagu kar rahe thay.