Hazrat Saeed bin Musayyib said that the prayer which the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) intended to burn those who miss, was the Isha prayer.
حضرت سعید بن مسیب فرماتے ہیں کہ وہ نماز جس کے بارے میں حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا ارادہ تھا کہ اس سے پیچھے رہنے والوں کو جلا دیں، عشاء کی نماز تھی۔
Hazrat Saeed bin Musayyab farmate hain keh woh namaz jis ke bare mein Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka irada tha keh uss se peeche rehnay walon ko jala den, Isha ki namaz thi.
"Hazrat Hassan (may Allah be pleased with him) said that the prayer which the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) intended to burn the houses of those who missed was the Friday prayer."
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ وہ نماز جس کے بارے میں حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا ارادہ تھا کہ اس سے پیچھے رہنے والوں کو جلا دیں وہ جمعہ کی نماز تھی۔
Hazrat Hassan farmate hain ke woh namaz jis ke bare mein Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka irada tha ke us se peeche rahne walon ko jala dein woh Jumma ki namaz thi.