Hazrat Ibn Abbas narrates that when the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) came to Hazrat Abu Bakr during the prayer during his last illness, he recited from where Hazrat Abu Bakr had reached.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) جب مرض الوفاۃ میں دوران نماز حضرت ابوبکر کے پاس تشریف لائے تو آپ نے وہاں سے قراءت کی جہاں تک حضرت ابوبکر پہنچے تھے۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain keh Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) jab maraz ul wafaat mein dauran namaz Hazrat Abu Bakr ke paas tashreef laaye to aap ne wahan se qirat ki jahan tak Hazrat Abu Bakr pohanche the.
Hazrat Amir narrates that if a person's wudu breaks during prayer and he brings someone else forward to lead the prayer, then his recitation and takbeer are sufficient for him.
حضرت عامر فرماتے ہیں کہ اگر ایک آدمی کا نماز میں وضو ٹوٹ جائے اور وہ امامت کے لیے کسی دوسرے کو آگے کر دے تو اس کی قراءت اور تکبیر اس کے لیے کافی ہے۔
Hazrat Aamir farmate hain keh agar aik aadmi ka namaz mein wuzu toot jaye aur wo imamat ke liye kisi dusre ko aage kar de to us ki qirat aur takbeer us ke liye kafi hai.
Hazrat Hassan (as) narrates about the person whom the Imam makes advance in prayer, that if he wishes, he can recite from where the Imam left off, and if he wishes, he can recite from some other Surah.
حضرت حسن اس شخص کے بارے میں جسے امام آگے کرے فرماتے ہیں کہ اگر چاہے تو وہیں سے قراءت کرے جہاں امام پہنچا تھا اور اگر چاہے تو کسی اور سورت سے پڑھ لے۔
Hazrat Hassan us shakhs ke bare mein jise Imam aage kare farmate hain ke agar chahe to wahin se qirat kare jahan Imam pahuncha tha aur agar chahe to kisi aur surat se parh le.