Hazrat Awza'i narrates that I have come to know that Hazrat Abdullah bin Umar used to pay Sadaqah al-Fitr on behalf of his Christian slave as well.
حضرت اوزاعی فرماتے ہیں کہ مجھے یہ بات معلوم ہوئی ہے کہ حضرت عبداللہ بن عمر اپنے نصرانی غلام کی طرف سے بھی صدقۃ الفطر ادا فرمایا کرتے تھے۔
Hazrat Auzai farmate hain keh mujhe yeh baat malum hui hai keh Hazrat Abdullah bin Umar apne nasrani ghulam ki taraf se bhi sadqa-e-fitr ada farmaya karte thay.
It is narrated from Hazrat Bin Musa that it was asked from Hazrat Ata about the Jewish and Christian slaves whether Sadaqah al-Fitr would be paid on their behalf? You replied, "Yes."
حضرت بن موسیٰ سے مروی ہے کہ حضرت عطاء سے یہودی اور عیسائی غلاموں کے متعلق دریافت کیا گیا کہ کیا ان کی جانب سے صدقۃ الفطر ادا کیا جائے گا ؟ آپ نے جواب میں ارشاد فرمایا کہ ” جی ہاں “۔
Hazrat bin Moosa se marvi hai keh Hazrat Ata se yehoodi aur eesaei ghulamon ke mutaliq daryaft kya gaya keh kya in ki janib se sadqa tul fitr ada kya jaye ga? Aap ne jawab mein irshad farmaya keh "Jee haan".
Hazrat Ata' bin Abi Rabah narrated that if you have some Christian slaves who are not for trade, then pay their Sadaqatul Fitr on their behalf as well.
حضرت عطائ فرماتے ہیں کہ جب آپ کے کچھ نصرانی غلام جو تجارت کیلئے نہ ہوں تو ان کی جانب سے بھی صدقۃ الفطر ادا کرو۔
Hazrat Ataa farmate hain ke jab aap ke kuch nasrani ghulam jo tijarat ke liye na hon to un ki janib se bhi sadaqatul fitr ada karo.