Hazrat Ja'far narrates from his father that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "There is no Zakat in Dirhams unless they reach five ounces (two hundred)."
حضرت جعفر اپنے والد سے مرفوعا روایت کرتے ہیں کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : دراہم میں زکوۃ نہیں ہے یہاں تک کہ وہ پانچ اوقیہ (دو سو) ہوجائیں۔
Hazrat Jaffar apne walid se marfooan riwayat karte hain ke Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Dirham mein zakat nahi hai yahan tak ke woh panch auqiya (do sau) hojain.
It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Sa'eed Khudri that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: There is no Zakat on less than five ounces, and five ounces make two hundred dirhams.
حضرت ابو سعید خدری سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : پانچ اوقیہ سے کم میں زکوۃ نہیں ہے اور پانچ اوقیہ دو سو درھم بنتے ہیں۔
Hazrat Abu Saeed Khudri se marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Panch auqiya se kam mein zakat nahi hai aur panch auqiya do so dirham bante hain.
Amr bin Shuaib, on his father's authority, and he on his father's authority, reported that Allah's Messenger (ﷺ) said: "There is no Zakat on what is less than two hundred Dirhams."
حضرت عمرو بن شعیب اپنے والد سے اور وہ اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : دو سو دراہم سے کم میں (زکوۃ ) نہیں ہے۔
Hazrat Amr bin Shuaib apne walid se aur wo apne walid se riwayat karte hain ke Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya : do sau dirham se kam mein (zakat) nahin hai.
It is narrated from Hazrat Ali that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "There is no (Zakat) in less than two hundred Dirhams."
حضرت علی سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : دو سو دراہم سے کم میں (زکوۃ ) نہیں ہے۔
Hazrat Ali se marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: do sow diram se kam mein (Zakat) nahi hai.
It is narrated from Hazrat Ali that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: There is no (Zakat) in less than two hundred Dirhams.
حضرت علی سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : دو سو دراہم سے کم میں (زکوۃ ) نہیں ہے۔
Hazrat Ali se marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya : do so diram se kam mein (Zakat) nahi hai.