It is narrated from Hazrat Ibrahim that the Companions preferred that the zakat of every item should be paid from the same item. Silver's zakat from silver, gold's from gold, cow's zakat from cow, and goat's zakat from goats.
حضرت ابراہیم سے مروی ہے کہ صحابہ کرام پسند فرماتے تھے کہ ہر چیز کی زکوۃ اسی میں سے ادا کی جائے۔ چاندی کی زکوۃ چاندی سے، سونے کی سونے سے، گائے کی زکوۃ گائے سے اور بکریوں کی زکوۃ بکریوں سے۔
Hazrat Ibrahim se marvi hai keh Sahaba Karam pasand farmate thy keh har cheez ki zakat usi mein se ada ki jaye. Chandi ki zakat chandi se, sone ki sone se, gaye ki zakat gaye se aur bakriyon ki zakat bakriyon se.
Hazrat Ibn Juraij narrates that I heard from Hazrat Ibn Abi Najih, who said that Hazrat Umar bin Abdul Aziz wrote regarding the Zakat of dates: "The Zakat of Barni dates (a specific type of date) is to be paid in Barni dates, and the Zakat of لون dates (a specific type of date) is to be paid in the same dates. Barni dates will not be accepted as Zakat for لون dates.
حضرت ابن جریج فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن ابی نجیح سے سنا وہ فرماتے ہیں کہ حضرت عمر بن عبد العزیز نے کھجور کی زکوۃ کے متعلق تحریر فرمایا کہ : برنی کھجور (خاص قسم کی کھجور) کی زکوۃ برنی کھجور سے ادا کی جائے اور لون کھجور (خاص کھجور) کی زکوۃ اسی کھجور سے ادا کی جائے۔ لون کھجور کی زکوۃ پر برنی کھجور نہیں وصول کی جائے گی۔
Hazrat Ibn Juraij farmate hain keh maine Hazrat Ibn e Abi Najeh se suna woh farmate hain Hazrat Umar bin Abdul Aziz ne khajoor ki zakat ke mutaliq tahrir farmaya keh: Burnee khajoor khas qisam ki khajoor ki zakat burnee khajoor se ada ki jaye aur loon khajoor khas khajoor ki zakat isi khajoor se ada ki jaye. Loon khajoor ki zakat per burnee khajoor nahi wasool ki jayegi.