It is narrated on the authority of Abdullah ibn Amr that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Charity (Zakat) is not lawful for the rich and the strong."
حضرت عبداللہ بن عمرو سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : غنی اور قوی کیلئے صدقہ (زکوۃ ) حلال نہیں ہے۔
Hazrat Abdullah bin Amro se marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallaho Alaihe Wasallam) ne irshad farmaya : Ghani aur qawi ke liye sadqa (zakat) halal nahi hai.
It is narrated on the authority of Abu Huraira that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Charity is not lawful for the rich and the strong."
حضرت ابوہریرہ سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : صدقہ غنی اور قوی کیلئے حلال نہیں۔
Hazrat Abu Hurairah se marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Sadqa ghani aur qawi ke liye halal nahi.
Hazrat Habshi bin Junadah narrated that I heard from the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) that you (peace and blessings of Allah be upon him) were saying that it is not permissible for the rich and strong to beg.
حضرت حبشی بن جنادہ فرماتے ہیں کہ میں نے رسول اکرم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے سنا آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) فرما رہے تھے کہ سوال کرنا غنی اور قوی کے لیے جائز نہیں۔
Hazrat Habshi bin Junada farmate hain keh maine Rasool Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) farma rahe thay keh sawal karna ghani aur qawi ke liye jaiz nahi.
Hazrat Abdullah bin Adi bin Khayar narrates that two men informed me that they both went to the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) to inquire about Sadaqah (Zakat). The narrator says that you swiftly raised your gaze towards them, corrected them, and said, "Both of you are strong and healthy." Then you said, "If you wish, I can give you both (from the Zakat), (but) there is no share (in charity and Zakat) for the rich and the able-bodied earner."
حضرت عبید اللہ بن عدی بن خیار فرماتے ہیں کہ مجھے دو آدمیوں نے خبر دی کہ وہ دونوں حضور اکرم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے پاس صدقہ (زکوۃ ) کا سوال کرنے کے لیے حاضر ہوئے۔ راوی فرماتے ہیں کہ آپ نے تیزی سے نظروں کو ان کے لیے اٹھایا اور ان کو درست کیا اور فرمایا تم دونوں تو قوی اور صحت مند ہو۔ پھر فرمایا اگر تم چاہو تو میں تم دونوں کو عطا کر دوں، (لیکن) غنی اور کمانے والے قوی کے لیے کوئی حصہ (صدقات و زکوۃ میں) نہیں ہے۔
Hazrat Ubaid Ullah bin Adi bin Khiyar farmate hain keh mujhe do aadmiyon ne khabar di keh woh donon Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke paas sadqah (zakat) ka sawal karne ke liye hazir hue. Rawi farmate hain keh aap ne tezi se nazron ko un ke liye uthaya aur un ko durust kiya aur farmaya tum donon to qavi aur sehat mand ho. Phir farmaya agar tum chaho to main tum donon ko ata kar dun, (lekin) gani aur kamane wale qavi ke liye koi hissa (sadqat o zakat mein) nahin hai.