1.
Book of Purifications
١-
كِتَابُ الطَّهَارَاتِ


A man forgetting to rinse his mouth and nose

‌فِي الرَّجُلِ يَنْسَى الْمَضْمَضَةَ وَالِاسْتِنْشَاقَ

Musannaf Ibn Abi Shaybah 2062

Hazrat Sha'bah said that Hazrat Hukam, Hazrat Hammad and Hazrat Qatadah were asked about a person who forgets to gargle and put water in his nose, then Hazrat Hukam and Hazrat Qatadah said that he should continue his prayer. Hazrat Hammad said that he should finish his prayer.

حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ حضرت حکم، حضرت حماد اور حضرت قتادہ سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا گیا جو کلی کرنا اور ناک میں پانی ڈالنا بھول جائے تو حضرت حکم اور حضرت قتادہ نے فرمایا کہ وہ نماز پڑھتا رہے حضرت حماد نے فرمایا کہ وہ نماز ختم کر دے۔

Hazrat Shubah farmate hain ke Hazrat Hukm, Hazrat Hammad aur Hazrat Qatada se iss shakhs ke bare mein sawal kiya gaya jo qulli karna aur naak mein pani dalna bhul jaye to Hazrat Hukm aur Hazrat Qatada ne farmaya ke woh namaz parhta rahe. Hazrat Hammad ne farmaya ke woh namaz khatam kar de.

حَدَّثَنَا وَكِيعٌ ، عَنْ شُعْبَةَ ، قَالَ : سَأَلْتُ الْحَكَمَ ، وَحَمَّادًا ، وَقَتَادَةَ ، عَنِ الرَّجُلِ يَنْسَى الْمَضْمَضَةَ وَالِاسْتِنْشَاقَ حَتَّى يَقُومَ فِي الصَّلَاةِ ، قَالَ الْحَكَمُ وَقَتَادَةُ : « يَمْضِي »، وَقَالَ حَمَّادٌ : « يَنْصَرِفُ »