There is a similar report (as at 1I8 above) narrated via Abu Ishaq.
Imam Tirmidhi said the permissibility of sleeping without taking Ghusl for Junub is the opinion of Sai'd bin Al-Musayyab (رضي الله تعالى عنه) and others. More than one person has reported from al-Aswad, from Ummul Momineen Aisha (رضي الله تعالى عنها), from the Prophet (صلى الله عليه وآله وسلم) that he would perform Wudu before sleeping. This is more correct than the Hadith of Abu Ishaq from al-Aswad. This Hadith has been reported from Abu Ishaq by Shubah, ath-Thawri and others and it is their view that this mistake is from Abu Ishaq.
Grade: Sahih
اس سند سے بھی ابواسحاق سے اسی طرح مروی ہے۔
امام ترمذی کہتے ہیں: ۱- یہی سعید بن مسیب وغیرہ کا قول ہے، ۲- کئی سندوں سے عائشہ سے روایت ہے کہ نبی اکرم صلی الله علیہ وسلم سونے سے پہلے وضو کرتے تھے، ۳- یہ ابواسحاق سبیعی کی حدیث ( رقم ۱۱۸ ) سے جسے انہوں نے اسود سے روایت کیا ہے زیادہ صحیح ہے، اور ابواسحاق سبیعی سے یہ حدیث شعبہ، ثوری اور دیگر کئی لوگوں نے بھی روایت کی ہے اور ان کے خیال میں اس میں غلطی ابواسحاق سبیعی سے ہوئی ہے ۔
Is sind se bhi aboo ishaaq se isi tarah marwi hai.
Imam Tirmidhi kehte hain: 1- Yahi Saeed bin Maseeb waghera ka qoul hai, 2- Kayi sundon se Ayesha se riwayat hai ke Nabi Akram Sallallahu alaihi wassallam sone se pehle wudoo karte the, 3- Yeh aboo ishaaq sabeeyi ki hadeeth ( raqam 118 ) se jisey unho ne aswad se riwayat kiya hai zyada sahih hai, aur aboo ishaaq sabeeyi se yeh hadeeth shubha, thori aur degar kayi logon ne bhi riwayat ki hai aur in ke khyal mein is mein ghalti aboo ishaaq sabeeyi se hui hai 1؎.