(21190) Abdullah Thaqafi narrates from Amr bin Harith that his testimony is not valid, similarly, the testimony of a traitor and a sinner. Imam Shafi'i (may Allah have mercy on him) states that Umar (may Allah be pleased with him) accepted the testimony of those who caught the adulterer, but the four witnesses were not complete.
Grade: Sahih
(٢١١٩٠) عبداللہ ثقفی حضرت عمرو بن حریث سے نقل فرماتے ہیں کہ اس کی گواہی جائز نہیں ہے، اسی طرح خائن اور فاجر کی گواہی بھی۔
امام شافعی (رح) فرماتے ہیں کہ حضرت عمر (رض) نے ان لوگوں کی گواہی کو قبول کیا جنہوں نے زانی کو پکڑا، لیکن چار گواہ پورے نہ ہوئے۔
(21190) Abdullah Saqafi Hazrat Amr bin Haris se naqal farmate hain ke is ki gawahi jaiz nahi hai, isi tarah khain aur fajir ki gawahi bhi.
Imam Shafi (rh) farmate hain ke Hazrat Umar (rz) ne un logon ki gawahi ko qabool kya jinhon ne zani ko pakra, lekin chaar gawah poore na huye.