(6480) It was narrated from Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: “What is meant by famine is not that rain should not fall; what is meant by famine is that rain will fall but the earth will not produce anything.”
Grade: Sahih
(٦٤٨٠) ابوہریرہ (رض) سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا : قحط سالی سے یہ مراد نہیں کہ بارش نہ ہو قحط سالی سے مراد یہ ہے کہ بارش ہو مگر زمین میں کچھ پیدا نہ ہو۔
(6480) Abu Hurairah (RA) se riwayat hai keh Rasul Allah (SAW) ne farmaya : Qaht sali se yeh muraad nahi keh baarish na ho qaht sali se muraad yeh hai keh baarish ho magar zameen mein kuch paida na ho.
Abdullah (may Allah be pleased with him) narrated that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "The common rains that fall are not due to the movement of the stars, and when the south wind blows, the valley flows."
Grade: Sahih
(٦٤٨١) حضرت عبداللہ (رض) کہتے ہیں : نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا : جو عام بارشیں ہوتی ہیں، یہ ستاروں کے چلنے سے نہیں ہوتیں اور جب جنوب کی ہوائیں چلتی ہیں تو وادی بہہ پڑتی ہے۔
(6481) Hazrat Abdullah (RA) kehte hain : Nabi Kareem ((صلى الله عليه وآله وسلم)) ne farmaya : Jo aam barishen hoti hain, ye sitaron ke chalne se nahi hoti aur jab janoob ki hawayen chalti hain to wadi baha padti hai.
Abdullah bin Abbas (may Allah be pleased with him) narrated that rain is not decreased because of any star, but Allah, the Exalted, turns it away as He wills. Then he recited the verse: {And We have certainly diversified it among them that they might remember, but most of the people refuse except to be ungrateful.} (Al-Furqan: 50)
Grade: Da'if
(٦٤٨٣) عبداللہ (رض) بن عباس بیان کرتے ہیں کہ کسی ستارے کی وجہ سے بارش کم نہیں ہوتی، لیکن اللہ تعالیٰ اسے پھیرتا ہے جیسے چاہتا ہے۔ پھر اس آیت کی تلاوت کی : { وَلَقَدْ صَرَّفْنَاہُ بَیْنَہُمْ لِیَذَّکَّرُوا ۔۔۔} [الفرقان : ٥٠] (البتہ انھیں ہم پھیرتے ہیں ان کے درمیان تاکہ وہ نصیحت حاصل کریں لیکن اکثر لوگ ناشکری کرتے ہوئے انکار کرتے ہیں۔ )
Abdullah bin Abbas bayan karte hain ke kisi sitare ki waja se barish kam nahi hoti, lekin Allah Taala use phirta hai jaise chahta hai. Phir is ayat ki tilawat ki: { Wa laqad sarrafnahu baynahum liyazakkaro۔۔۔} (albatta unhen hum phirte hain un ke darmiyan taake wo nasihat hasil karen lekin aksar log nashukri karte hue inkar karte hain.).