57.
One-fifth of Booty to the Cause of Allah (Khumus)
٥٧-
كتاب فرض الخمس
5
Chapter: The armour of the Prophet saws
٥
باب مَا ذُكِرَ مِنْ دِرْعِ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم وَعَصَاهُ وَسَيْفِهِ وَقَدَحِهِ وَخَاتَمِهِ
Sahih al-Bukhari 3112
Muhammad bin Suqa narrated that he heard Mundhir at-Tuzi reporting Ibn Hanafiya who said, ‘my father sent me saying, 'take this letter to Uthman (رضي الله تعالى عنه) for it contains the orders of the Prophet (صلى الله عليه وآله وسلم) concerning the Sadaqa.'
حمیدی نے بیان کیا ‘ انہوں نے کہا ہم سے سفیان نے بیان کیا ‘ انہوں نے کہا ہم سے محمد بن سوقہ نے کہا کہ میں نے منذر ثوری سے سنا ‘ وہ محمد بن حنفیہ سے بیان کرتے تھے کہ میرے والد ( علی رضی اللہ عنہ ) نے مجھ کو کہا کہ یہ پروانہ عثمان رضی اللہ عنہ کو لے جا کر دے آؤ ‘ اس میں زکوٰۃ سے متعلق رسول اللہ ﷺ کے بیان کردہ احکامات درج ہیں۔
Hum se Qatibah bin Saeed ne byan kiya ' kaha hum se Sufyan bin Ayyinah ne byan kiya ' un se Muhammad bin Suqah ne ' un se Mundhir bin Yali' ne aur un se Muhammad bin Hanfiyah ne ' unhone kaha ke agar Ali radiyallahu 'anhu, Usman radiyallahu 'anhu ko bura kehne wale hote to us din hote jab kuch log Usman radiyallahu 'anhu ke aamilon ki (jo zakat wasool karte the) shikayat karne un ke paas aate. Unhone mujh se kaha Usman radiyallahu 'anhu ke paas ja aur ye zakat ka parwana le ja. Un se kehna ke ye parwana aap sallallahu 'alayhi wasallam ka likhwaya hua hai. Tum apne aamilon ko hukm do ke woh usi ke mutabiq amal karein. Chananche mein usse le kar Usman radiyallahu 'anhu ki khidmat mein hazir hua aur unhein paigham pahuncha diya ' lekin unhone farmaya ke hamein is ki koi zarurat nahi (kyunki hamare paas is ki nakal maujood hai) maine ja kar Ali radiyallahu 'anhu se ye waqia byan kiya ' to unhone farmaya ke achha ' phir is parwane ko jahan se uthaya hai wahi rakh do.
قَال : الْحُمَيْدِيُّ ، حَدَّثَنَا سُفْيَانُ ، حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ سُوقَةَ ، قَالَ : سَمِعْتُ مُنْذِرًا الثَّوْرِيَّ ، عَنْ ابْنِ الْحَنَفِيَّةِ ، قَالَ : أَرْسَلَنِي أَبِي خُذْ هَذَا الْكِتَابَ فَاذْهَبْ بِهِ إِلَى عُثْمَانَ ، فَإِنَّ فِيهِ أَمْرَ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فِي الصَّدَقَةِ .