A Syrian old man said: I was with Umar bin Abdul Aziz when Sulaiman bin Habib and Abu Qilaba were also present before him, that a boy came and said: We had a piece of land at such and such place which our guardian sold to you while we were young. Umar bin Abdul Aziz turned towards Sulaiman bin Habib and said: What do you say (in this matter)? He gave an ambiguous reply. He then turned towards Abu Qilaba and said: What do you say? He said: Return the land to the boy. They (the people of the Shura) said: Then our property will be lost. He said: You yourself have destroyed your property.
عکرمہ نے روایت کیا: دمشق کے ایک شیخ نے کہا: میں عمر بن عبدالعزیز رحمہ اللہ کے پاس تھا اور ان کے پاس سلیمان بن حبیب اور ابوقلابہ بھی موجود تھے کہ اچانک ایک لڑکا آیا اور گویا ہوا کہ فلاں جگہ ہماری زمین ہے جس کو ہمارے وصی نے آپ کے لئے فروخت کر دیا اس وقت ہم بچے تھے، عمر بن عبدالعزیز رحمہ اللہ سلیمان بن حبیب کی طرف متوجہ ہوئے اور کہا: اس بارے میں تم کیا کہتے ہو؟ انہوں نے گول مول جواب دیا، پھر وہ ابوقلابہ کی طرف متوجہ ہوئے اور کہا: تم کیا کہتے ہو؟ انہوں نے کہا: لڑکے کی زمین لوٹا دو، انہوں نے کہا: پھر تو ہمارا مال مارا جائے گا، جواب دیا: آپ نے خود اپنے مال کو ضائع کیا ہے۔
Akrama ne riwayat kiya: Dimashq ke aik sheikh ne kaha: Mein Umar bin Abdul Aziz rehmatullah alaih ke paas tha aur unke paas Sulaiman bin Habib aur Abu Qilaba bhi mojood thay ke achanak aik ladka aaya aur goya hua ke falan jagah hamari zameen hai jisko hamare vasi ne aapke liye farokht kar diya us waqt hum bachay thay, Umar bin Abdul Aziz rehmatullah alaih Sulaiman bin Habib ki taraf mutawajjah huay aur kaha: Is baare mein tum kya kehte ho? Unhon ne gol mol jawab diya, phir wo Abu Qilaba ki taraf mutawajjah huay aur kaha: Tum kya kehte ho? Unhon ne kaha: Ladke ki zameen luta do, unhon ne kaha: Phir to hamara maal maara jayega, jawab diya: Aap ne khud apne maal ko zaya kiya hai.