5.
The Book of Fasting
٥-
كِتَابُ الصِّيَامِ


1422.

1422.

Sahih Ibn Khuzaymah 2074

Imam Abu Bakr (may Allah have mercy on him) narrates that in the narration of Hazrat Talha bin Ubaidullah, in the question mentioned about Islam from the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him), it is stated that you (peace and blessings of Allah be upon him) said: "And the fasts of Ramadan (are obligatory upon you)." He asked, "Are there any other fasts obligatory upon me besides these?" You (peace and blessings of Allah be upon him) replied, "No, except that you observe voluntary fasts."

امام ابوبکر رحمه الله فرماتے ہیں کہ حضرت طلحہ بن عبید اللہ کی روایت میں نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے اسلام کے بارے میں مذکور سوال میں آیا ہے کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اور رمضان کے روزے (تم پر فرض ہیں)۔ اُس نے پرچھا تو کیا اس کے علاوہ بھی مجھ پر روزے فرض ہیں؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”نہیں، مگر یہ کہ تم نفلی روزے رکھو۔“

Imaam Abubakr rehmatullah farmate hain ki Hazrat Talha bin Ubaidullah ki riwayat mein Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam se Islam ke bare mein mazkur sawal mein aaya hai ki aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: “Aur Ramzan ke roze (tum par farz hain)”. Us ne pucha to kya iske alawa bhi mujh par roze farz hain? Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: “Nahin, magar yeh ki tum nafli roze rakho.”