Imam Abu Bakr (may Allah have mercy on him) narrates that according to the narration of Sayyidina Abdullah bin Zubair (may Allah be pleased with him), when the sun set, the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) delivered a sermon and then prayed the Zuhr and Asr prayers together.
Grade: Sahih
امام ابوبکر رحمه الله فرماتے ہیں کہ سیدنا عبد اللہ بن زبیر رضی اللہ عنہما کی روایت میں ہے کہ جب سورج ڈھل گیا تو نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے خطبہ ارشاد فرمایا، پھر ظہر اور عصر کی نماز جمع کرکے ادا فرمائی۔
Imaam Abu Bakr Rahmatullah Alaih farmate hain keh Sayyiduna Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhuma ki riwayat mein hai keh jab sooraj dhal gaya to Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne khutbah irshad farmaya, phir Zuhr aur Asr ki namaz jama karke ada farmai.