Imam Abu Bakr (may Allah have mercy on him) said that it is narrated in the hadith of Sayyidina Jabir ibn Abdullah (may Allah be pleased with him) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) ordered that a piece of meat from every camel be put in a pot and cooked. Then he (the Prophet) ate that meat and drank its broth.
امام ابوبکر رحمه الله فرماتے ہیں کہ سیدنا جابر بن عبد الله رضی اللہ عنہ کی حدیث میں ہے، نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے حُکم دیا کہ ہر اونٹ کے گوشت سے ایک ٹکڑا ہنڈیا میں ڈال کر پکایا جائے، پھر آپ نے وہ گوشت کھایا اور اس کا شوربہ پیا۔
Imaam Abubakr rehmatullah farmate hain ke Sayyiduna Jabir bin Abdullah radi Allahu anhu ki hadees mein hai, Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ne hukm diya ke har unt ke gosht se ek tukda handi mein daal kar pakaya jaye, phir aap ne woh gosht khaya aur iska shorba piya.