Imam Abu Bakr (may Allah have mercy on him) said: The narration of Sayyiduna Anas (may Allah be pleased with him) is related to this chapter, which I have already written (that the Prophet, peace and blessings of Allah be upon him, prayed the prayers of Zuhr, Asr, Maghrib and Isha in the valley of Muhassib and then slept for a while).
Grade: Sahih
امام ابوبکر رحمه الله فرماتے ہیں کہ سیدنا انس رضی اللہ عنہ کی روایت اسی باب کے متعلق ہے، میں اسے اس سے پہلے لکھوا چکا ہوں (کہ نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے ظہر، عصر، مغرب اور عشاء کی نمازیں وادی محصب میں ادا کیں اور پھر کچھ دیر سو گئے)۔
Imaam Abubakr Rehmatullah Alaih farmate hain ke Sayyiduna Anas Radi Allahu Anhu ki riwayat isi baab ke mutalliq hai, main ise is se pehle likhwa chuka hun (ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne Zuhr, Asr, Maghrib aur Isha ki namazain Wadi Muhassib mein ada kin aur phir kuch der so gaye).