5.
The Book of Fasting
٥-
كِتَابُ الصِّيَامِ


1461.

1461.

Sahih Ibn Khuzaymah 2125

The steed of Bani Aamir bin Sa'sa'ah, Janab Matraf, narrates that Sayyidina Uthman bin Affan Thaqafi, may Allah be pleased with him, asked for milk to be brought for him to drink. Janab Matraf submitted that he was fasting. Thereupon, he said, "I heard the Prophet, peace and blessings of Allah be upon him, saying, 'Fasting is a shield from the fire of Hell, just as the shield of one of you is a protection in battle.'" And I heard the Messenger of Allah, peace and blessings of Allah be upon him, saying, "The best fasts are three days of every month."

بنی عامر بن صعصعہ کے فرس جناب مطرف بیان کرتے ہیں کہ سیدنا عثمان بن ابی العاص ثقفی رضی اللہ عنہ نے انہیں پلانے کے لئے دودھ منگوایا تو جناب مطرف نے عرض کی کہ میں روزے سے ہوں۔ تو انہوں نے فرمایا کہ میں نے نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا کہ ” روزہ جہنّم کی آگ سے بچاؤ کی ایسی ہی ڈھال ہے جیسی تم میں سے کسی شخص کی جنگ میں بچاؤ کی ڈھال ہوتی ہے۔“ اور میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا: ”بہترین روزے ہر مہینے کے تین روزے ہیں۔“

Bani Amer bin Sasah ke faras janab Mutraf bayan karte hain ke sayyidna Usman bin Abi Al Aas Saqafi Radi Allahu Anhu ne unhen pilane ke liye doodh mangwaya to janab Mutraf ne arz ki ke main rozedaar hun to unhon ne farmaya ke main ne Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ko farmate huye suna ke roza jahannum ki aag se bachao ki aisi hi dhaal hai jaisi tum mein se kisi shakhs ki jang mein bachao ki dhaal hoti hai aur main ne Rasul Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko farmate huye suna behtarin rozy har mahine ke teen rozy hain