5.
The Book of Fasting
٥-
كِتَابُ الصِّيَامِ


1526.

1526.

Sahih Ibn Khuzaymah 2210

In a narration by Sayyiduna Abu Dharr (may Allah be pleased with him), the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said, "When a person prays with the Imam until he finishes the prayer, then for him is written the reward of standing in prayer the entire night." And in another narration, it is reported that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) led us in prayer for a third of the night, gathering his family and pure wives as well. Then the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) prolonged the standing (in prayer) so much so that we feared missing the pre-dawn meal (suhoor). And the Companions (may Allah be pleased with them) who prayed with him were reciters and memorizers of the Quran; they were not all illiterate.

سیدنا ابوذر رضی اللہ عنہ کی روایت میں ہے تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب آدمی امام کے ساتھ نماز پڑھتا ہے حتّیٰ کہ وہ نماز سے فارغ ہو جاتا ہے تو اُس کے لئے پوری رات کا قیام لکھا جاتا ہے۔“ اور ایک روایت میں آیا ہے، تو پھر آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے تیسری رات ہمیں قیام کرایا، اپنے اہل وعیال اور ازواج مطہرات کو بھی جمع کیا۔ پھر آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اتنا طویل قیام کیا کہ ہمیں فلاح کے چھوٹ جانے کا ڈر پیدا ہوا۔ اور آپ کے ساتھ نماز پڑھنے والے صحابہ کرام قاری اور حافظ تھے۔ وہ سب کے سب ان پڑھ نہیں تھے۔

Sayyidna Abuzar Radi Allahu Anhu ki riwayat mein hai to Rasul Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya: “Jab aadmi Imam ke saath namaz parhta hai hatta ke woh namaz se farigh ho jata hai to uske liye poori raat ka qayam likha jata hai.” Aur ek riwayat mein aaya hai, to phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne teesri raat humein qayam karaya, apne ahle wa ayaal aur azwaj mutahirat ko bhi jama kiya. Phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne itna tawil qayam kiya ke humein falaah ke chhoot jane ka dar paida hua. Aur Aap ke saath namaz parhne wale sahaba kiram qari aur hafiz thay. Woh sab ke sab an parh nahi thay.