5.
The Book of Fasting
٥-
كِتَابُ الصِّيَامِ


1526.

1526.

Sahih Ibn Khuzaymah 2211

In the Prophet's (peace and blessings of Allah be upon him) statement, "Whoever stands with the Imam until he finishes the prayer, a night of standing is written for him," there is evidence that when both the literate and illiterate person stand with the Imam until the end of his prayer, a night of standing is written for them. And being rewarded for standing a whole night is superior and better than being rewarded for standing a part of the night, especially since they have also fasted during the day of Ramadan, prayed the five daily prayers regularly, paid Zakat, testified to the Oneness of Allah, and affirmed the Prophethood of Prophet Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him).

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے اس فرمان کہ ”جس شخص نے امام کے ساتھ قیام کیا حتّیٰ کہ امام نماز سے فارغ ہوگیا تو اُس کے لئے ساری رات کا قیام لکھا جاتا ہے۔“ میں اس بات کی دلیل ہے کہ قاری اور ان پڑھ شخص جب امام کے ساتھ اس کی نماز سے فارغ ہونے تک قیام کرتا ہے تو اُس کے لئے ساری رات کا قیام لکھا جاتا ہے اور ساری رات کے قیام کا ثواب کا لکھا جانا بعض رات کے قیام کے ثواب لکھے جانے سے افضل و بہتر ہے۔ جبکہ اُس نے قیام کے ساتھ ساتھ رمضان المبارک کے دن میں روزہ رکھا، پانچ نمازیں باقاعدگی سے ادا کیں، زکوٰۃ ادا کی، اللہ کی توحید کی گواہی دی اور رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی رسالت کا اقرار کیا۔

Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam ke iss farmaan keh "Jiss shakhs ne Imam ke saath qayam kya hatta keh Imam namaz se farigh hogaya to uss ke liye saari raat ka qayam likha jata hai" mein iss baat ki daleel hai keh qari aur an parh shakhs jab Imam ke saath uski namaz se farigh hone tak qayam karta hai to uss ke liye saari raat ka qayam likha jata hai aur saari raat ke qayam ka sawab ka likha jana baaz raat ke qayam ke sawab likhe jane se afzal o behtar hai jab keh ussne qayam ke saath saath Ramzan ul Mubarak ke din mein roza rakha, panch namazain baqaidagi se ada keen, zakat ada ki, Allah ki tauheed ki gawahi di aur Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam ki risalat ka iqrar kiya.