Hazrat Isa bin Mugheerah narrates that I asked Hazrat Saeed bin Jubair if a man can enter the toilet before washing his hands after leaving the toilet. He replied there is no harm in it.
حضرت عیسیٰ بن مغیرہ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت سعید بن جبیر سے سوال کیا کہ کیا آدمی بیت الخلاء سے نکل کر اپنا ہاتھ دھونے سے پہلے بیت الخلاء میں داخل کرسکتا ہے ؟ فرمایا اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Isa bin Mughirah kehte hain ki maine Hazrat Saeed bin Jubair se sawal kiya ki kya aadmi bait ul khala se nikal kar apna hath dhone se pehle bait ul khala mein dakhil kar sakta hai? Farmaya is mein koi harj nahi.
Hazrat Ismail bin Ibrahim states that I saw Hazrat Salim that he urinated then dipped both of his hands in the utensil before washing them.
حضرت اسماعیل بن ابراہیم فرماتے کہ میں نے حضرت سالم کو دیکھا کہ انھوں نے پیشاب کیا پھر اپنے دونوں ہاتھ دھونے سے پہلے برتن میں داخل کردیئے۔
Hazrat Ismail bin Ibrahim farmate hain ke maine Hazrat Salem ko dekha ke unhon ne peshab kiya phir apne donon hath dhone se pehle bartan mein daakhil kar diye.
Hazrat Salat bin Bahram says that I saw Hazrat Ibrahim put his hand in the utensil after urinating without washing it. I called out to him loudly, he smiled and said, "No one can be stricter than me in this matter, I have put a clean hand in it."
حضرت صلت بن بھرام کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابرہیم کو دیکھا کہ انھوں نے پیشاب کرنے کے بعد اپنا ہاتھ دھوئے بغیر برتن میں ڈال دیا۔ میں نے انھیں زور سے پکارا تو وہ مسکرا دئیے اور فرمایا اس معاملے میں مجھ سے زیادہ سخت کوئی نہیں ہوسکتا، میں نے اس میں پاک ہاتھ داخل کیا ہے۔
Hazrat Salat bin Bahram kehte hain ke maine Hazrat Ibrahim ko dekha ke unhon ne peshab karne ke baad apna hath dhoye baghair bartan mein daal diya. Maine unhen zor se pukara to woh muskura diye aur farmaya is mamle mein mujh se zyada sakht koi nahin hosakta, maine is mein pak hath dakhil kya hai.