Hazrat Abu Ad-Darda, may Allah be pleased with him, would enter the bathroom and say: The bathroom is an excellent room, it removes filth and reminds one of Hellfire.
حضرت ابوالدرداء حمام میں داخل ہوا کرتے تھے اور فرماتے تھے کہ حمام بہترین کمرہ ہے، یہ میل کو دور کرتا ہے اور آگ کی یاد دلاتا ہے۔
Hazrat Abu Darda hammam mein dakhil hua karte thay aur farmate thay ke hammam behtarin kamra hai, yeh mail ko door karta hai aur aag ki yaad dilata hai.
Hazrat Abu Khalid said that Hazrat Hassan bin Ali was to pay my debt, I went to him to demand it, he was coming out of the bathroom. There were traces of henna on his hair and one of his slave-girls was cleaning a trace of henna from his face with a glass.
حضرت ابو خالد کہتے ہیں کہ حضرت حسن بن علی نے میرا قرضہ دینا تھا، میں تقاضے کے لیے ان کے پاس آیا تو وہ حمام سے نکل رہے تھے۔ ان کے بالوں پر مہندی کے نشانات تھے اور ان کی ایک باندی مہندی کے نشان کو ایک شیشی سے صاف کر رہی تھی۔
Hazrat Abu Khalid kehte hain ki Hazrat Hasan bin Ali ne mera qarza dena tha, main taqaze ke liye un ke paas aaya to woh hammam se nikal rahe the. Un ke baalon par mehendi ke nishan the aur un ki ek bandi mehendi ke nishan ko ek shishi se saaf kar rahi thi.