Hazrat Hassan bin Ubaidallah narrates that I was going towards the bathroom when Abu Sadiq saw me and said, "You have izaar on you." Why? Because Hazrat Ali used to say that Allah turns away from the one who exposes his body.
حضرت حسن بن عبیداللہ فرماتے ہیں کہ میں حمام کی طرف جا رہا تھا کہ مجھے ابو صادق نے دیکھ لیا اور فرمایا تمہارے پاس ازار ہے، کیونکہ حضرت علی فرمایا کرتے تھے کہ جس شخص نے اپنا ستر ظاہر کیا اللہ تعالیٰ اس سے اعراض فرماتے ہیں۔
Hazrat Hassan bin Obaidullah farmate hain ke main hamam ki taraf ja raha tha ke mujhe Abu Sadiq ne dekh liya aur farmaya tumhare pass izaar hai kyonki Hazrat Ali farmaya karte the ke jis shakhs ne apna satar zahir kiya Allah Taala us se iraz farmate hain
Hazrat Umar bin Abdul Aziz wrote in a letter to the governor of Basra that he should prevent the people of his region from entering the bathhouse without clothes.
حضرت عمر بن عبدالعزیز نے بصرہ کے گورنر کے خط میں یہ حکم لکھا کہ اپنے علاقہ کے لوگوں کو بلا ازار حمام میں داخل ہونے سے منع کرو۔
Hazrat Umar bin Abdul Aziz ne Basra ke governor ke khat mein yeh hukum likha ke apne ilaqe ke logon ko bila izaar hammam mein dakhil hone se mana karo.
Prophet Muhammad (PBUH) considered it undesirable for a person to enter the bathroom without wearing a lower garment, and he also considered it undesirable for a person to enter wearing a lower garment when others are without one. This is because he might see their private parts and commit a sin.
حضرت محمد اس بات کو مکروہ خیال فرماتے تھے کہ آدمی بغیر ازار کے حمام میں داخل ہو اور اس بات کو بھی مکروہ سمجھتے تھے کہ آدمی ازار پہن کر داخل ہو لیکن دوسرے لوگ بلا ازار ہوں۔ اس سے یہ ان کی شرم گاہ دیکھ کر گناہ کا مرتکب ہوگا۔
Hazrat Muhammad is baat ko makruh khayal farmate thy k aadmi baghair izaar k bathroom mein dakhil ho aur is baat ko bhi makruh samajhte thy k aadmi izaar pehen kar dakhil ho lekin dusre log bila izaar hon. Iss se yeh unki sharam gah dekh kar gunah ka murtakib hoga.
Hazrat Umar wrote to the commanders of the armies that no man should enter the bathroom without a lower garment and no woman should enter the bathroom without illness.
حضرت عمر نے لشکروں کے قائدین کو یہ خط لکھا کہ کوئی مرد بغیر ازار کے حمام میں داخل نہ ہو اور کوئی عورت بغیر بیماری کے حمام میں داخل نہ ہو۔
Hazrat Umar ne lashkaron ke qaideon ko yeh khat likha ke koi mard baghair izaar ke hammam mein daakhil na ho aur koi aurat baghair bimari ke hammam mein daakhil na ho.
Hazrat Musa bin Ubaida narrates that I saw Hazrat Umar bin Abdulaziz beating a man who was entering the bath without a lower garment (izar) and he was also punishing the owner of the bath.
حضرت موسیٰ بن عبیدہ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عمر بن عبدالعزیز کو دیکھا کہ وہ بغیر ازار کے حمام میں داخل ہونے والے کو کوڑا مار رہے تھے اور حمام کے مالک کو بھی سزا دے رہے تھے۔
Hazrat Musa bin Ubaida kehte hain ke maine Hazrat Umar bin Abdul Aziz ko dekha ke woh baghair izaar ke hammam mein daakhil hone wale ko kora maar rahe thay aur hammam ke malik ko bhi saza de rahe thay.
Hazrat Ayesha (R.A) narrated that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) prohibited men and women from entering the bath together. However, a sick person and a woman in the state of Nifas (postpartum bleeding) are allowed to enter the bath.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے مردوں اور عورتوں کو حمام میں داخل ہونے سے منع فرمایا ہے البتہ مریض اور نفاس والی عورت حمام میں داخل ہوسکتی ہے۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mardon aur aurton ko hammam mein dakhil hone se mana farmaya hai albatta mareed aur nifas wali aurat hammam mein dakhil hosakti hai.
It is narrated from Hazrat Taus that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: Whoever enters the bathroom should cover his private parts.
حضرت طاؤس سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ جو شخص حمام میں داخل ہوجائے وہ ستر ڈھانپ لے۔
Hazrat Taous se riwayat hai ke Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya ke jo shakhs hamam mein dakhil hojaaye woh satar dhaamp le.