It is narrated from Hazrat Jabir (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) forbade urinating in stagnant water.
حضرت جابر سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے کھڑے پانی میں پیشاب کرنے سے منع فرمایا ہے۔
Hazrat Jabir se riwayat hai keh Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne kharay pani mein peshab karne se mana farmaya hai.
It is narrated on the authority of Hazrat Abu Hurairah that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: None of you should urinate or bathe in stagnant water.
حضرت ابوہریرہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ تم میں سے کوئی کھڑے پانی میں نہ تو پیشاب کرے نہ غسل جنابت کرے۔
Hazrat Abu Huraira se riwayat hai ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya ke tum mein se koi kharay pani mein na to peshab kare na ghusl janabat kare.
It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "None of you should urinate in stagnant water, and then perform ablution with it."
حضرت ابوہریرہ سے روایت ہے کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ تم میں سے کوئی شخص کھڑے پانی میں پیشاب نہ کرے کہ بعد میں اس سے وضو بھی کرنے لگے۔
Hazrat Abu Hurairah se riwayat hai keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya keh tum mein se koi shakhs kharay pani mein peshab na kare keh baad mein us se wuzu bhi karne lage.