Who, when performing ablution, sprinkles his private parts
مَنْ كَانَ إِذَا تَوَضَّأَ نَضَحَ فَرْجَهُ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 1773
Hazrat Abdullah bin Abi Ziad narrates that I saw Hazrat Mujahid sprinkling water on the private parts while performing ablution and he said that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) also did the same.
حضرت عبید اللہ بن ابی زیاد فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت مجاہد کو دیکھا کہ وہ وضو کرتے وقت شرم گاہ کی جگہ پانی چھڑکا کرتے تھے اور فرماتے کہ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے بھی ایسا ہی کیا ہے۔
Hazrat Ubaid Ullah bin Abi Ziad farmate hain ke maine Hazrat Mujahid ko dekha ke woh wuzu karte waqt sharam gah ki jaga pani chhidka karte thay aur farmate ke Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne bhi aisa hi kiya hai.
Hazrat Ibn Abbas narrates that Satan comes to one of you during your prayer and wets the opening of his private part and makes him think that his ablution has been nullified. Whoever has such a doubt, he should sprinkle water, and whoever has more doubt about it, he should say that this is due to water.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ شیطان تم میں سے کسی کی نماز میں آتا ہے اور اس کے آلہ تناسل کے سوراخ کو گیلا کر کے یہ دکھاتا ہے کہ اس کا وضو ٹوٹ گیا۔ جسے ایسا شک ہو وہ پانی چھڑک لے اور جسے اس بارے میں زیادہ شک ہو تو وہ کہے کہ یہ پانی کی وجہ سے ہے۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain keh shetan tum mein se kisi ki namaz mein ata hai aur uske aala tanasul ke suraakh ko geela kar ke yeh dikhaata hai keh uska wuzu toot gaya. Jise aisa shak ho woh pani chhirak le aur jise is baare mein zyada shak ho to woh kahe keh yeh pani ki wajah se hai.
A resident of Abadan says: I complained to Hazrat Ibn Umar about difficulty urinating. He said: When you perform ablution, sprinkle water and don't worry about it, because it is from the devil.
ابن ازہر کے ایک مولی کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن عمر سے پیشاب کی شکایت کی تو انھوں نے فرمایا کہ جب تم وضو کرو تو پانی چھڑک لو اور اس سے بے پروا ہو جاؤ کیونکہ یہ شیطان کی طرف سے ہے۔
Ibn e zahar ke aik moli kehty hain ke maine Hazrat Ibn e Umar se peshab ki shikayat ki to unhon ne farmaya ke jab tum wuzu karo to pani chhirak lo aur is se bay parwah ho jao kyunki yeh shaitan ki taraf se hai
Hazrat Ibn Abi Ziyad narrated that my brother told me that I asked Hazrat Qasim about the wetness I feel during prayer. He said, "O my dear! Sprinkle water on it and ignore it because it is from Satan." He said that ever since I started doing that, my delusion has gone away.
حضرت ابن ابی ذئب فرماتے ہیں کہ مجھے میرے بھائی نے بتایا کہ میں نے حضرت قاسم سے نماز کے اندر محسوس کی جانے والی تری کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا اے میرے پیارے ! تم اس پر پانی چھڑک کر اس سے غافل ہو جاؤ کیونکہ یہ شیطان کی طرف سے ہے۔ وہ فرماتے ہیں جب سے میں نے ایسا کیا میرا وہم دور ہوگیا۔
Hazrat Ibn e Abi Zaib farmate hain keh mujhe mere bhai ne bataya keh main ne Hazrat Qasim se namaz ke andar mehsoos ki janay wali tari ke bare mein sawal kya to unhon ne farmaya aye mere pyare! tum is par pani chhidak kar is se ghafil ho jao kyunki yeh shaitan ki taraf se hai. Wo farmate hain jab se main ne aisa kya mera wahm door hogaya.
Hazrat Ja'far narrates that a man came to Imam Muhammad al-Baqir and asked him about the wetness that is felt. Hazrat Imam told him that when you perform ablution, sprinkle water on your private parts and also wet the cloth adjacent to it. Now if you feel wetness, then you should think that it is because of this water.
حضرت جعفر فرماتے ہیں کہ ایک آدمی میمون بن مہران کے پاس آیا اور ان سے تری کے بارے میں سوال کیا جو محسوس ہوتی ہے۔ حضرت میمون نے اس سے فرمایا کہ جب تم وضو کرو تو اپنی شرم گاہ پر پانی چھڑک لو اور اس سے متصل کپڑے کو بھی تر کرلو۔ اب اگر تمہیں تری محسوس ہو تو تم یہ سوچو کہ یہ اسی پانی کی وجہ سے ہے۔
Hazrat Jaffar farmate hain keh aik aadmi Maimun bin Mehran ke paas aaya aur unse tari ke bare mein sawal kiya jo mehsoos hoti hai. Hazrat Maimun ne usse farmaya keh jab tum wuzu karo to apni sharam gaah par pani chhidak lo aur usse muttasil kapde ko bhi tar karlo. Ab agar tumhen tari mehsoos ho to tum yeh socho keh yeh usi pani ki wajah se hai.
Hazrat Hakim bin Sufian narrates that I saw the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him), after performing ablution, he took water in one hand and sprinkled it over his private parts.
حضرت حکم بن سفیان فرماتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو دیکھا کہ آپ نے وضو کرنے کے بعد ایک ہتھیلی میں پانی لے کر اسے شرم گاہ کی جگہ چھڑک دیا۔
Hazrat Hukm bin Sufyan farmate hain ki maine Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko dekha ki aap ne wazu karne ke baad ek hatheli mein pani lekar use sharm gah ki jagah chhidak diya.
Hazrat Zaid bin Haritha narrates that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) after performing ablution, took water in his palm and sprinkled it over his private parts.
حضرت زید بن حارثہ فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے وضو کرنے کے بعد ہتھیلی میں پانی لے کرا سے شرم گاہ کی جگہ چھڑک دیا۔
Hazrat Zaid bin Haritha farmate hain ke Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne wazu karne ke baad hatheli mein pani lekar aise sharam gah ki jaga chhirak diya.