HIsham ibn 'Urwah reported: I prayed in a garment which had the blood of a fly on it. I asked my father about it and he said that there was no harm in it.
حضرت ہشام بن عروہ فرماتے ہیں کہ میں نے ایک ایسے لباس میں نماز پڑھی جس پر مکھی کا خون لگا تھا اس بارے میں میں نے اپنے والد سے سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Hisham bin Urwah farmate hain keh mein ne ek aise libas mein namaz parhi jis par makhi ka khoon laga tha is bare mein mein ne apne wald se sawal kiya to unhon ne farmaya keh is mein koi harj nahi.
Hazrat Haris bin Malik says that I was present in the house of Hazrat Hassan that a man came and he asked that if a person spends the night in some clothes and in the morning there is a lot of lice blood on his clothes, should he wash it, or sprinkle water on it or offer prayer in the same clothes? He said, "Neither sprinkle water on it, nor wash it, but offer prayer in the same condition."
حضرت حارث بن مالک کہتے ہیں کہ میں حضرت حسن کے گھر میں ان کے پاس موجود تھا کہ ایک آدمی آیا اور اس نے سوال کیا کہ اگر ایک آدمی کسی کپڑے میں رات گذارے اور صبح اس کے کپڑوں پر پسو کا بہت سا خون لگا ہو تو کیا وہ اسے دھوئے، یا اس پر پانی چھڑکے یا انہی میں نماز پڑھ لے ؟ فرمایا کہ نہ اس پر پانی چھڑکے، نہ اسے دھوئے بلکہ اسی حال میں نماز پڑھ لے۔
Hazrat Haris bin Malik kehte hain ke mein Hazrat Hassan ke ghar mein un ke paas mojood tha ke ek aadmi aaya aur us ne sawal kiya ke agar ek aadmi kisi kapre mein raat guzare aur subah us ke kapron par pisu ka bahut sa khoon laga ho to kya wo use dhoye, ya us par pani chhidke ya unhi mein namaz parh le? Farmaya ke na us par pani chhidke, na use dhoye balke usi hal mein namaz parh le.