Hazrat Abu Froh says that I went to the Euphrates River with Hazrat Ibn Abi Layla. He entered the river wearing his clothes and said that the river also has some inhabitants.
حضرت ابو فروہ کہتے ہیں کہ میں حضرت ابن ابی لیلیٰ کے ساتھ دریاء فرات گیا، وہ اس میں کپڑا پہن کر داخل ہوئے اور فرمایا کہ دریا کا بھی کوئی ساکن ہوتا ہے۔
Hazrat Abu Furoa kehte hain ke mein Hazrat Ibn e Abi Laila ke saath darya e Furaat gaya wo us mein kapda pehen kar dakhil huye aur farmaya ke darya ka bhi koi sakin hota hai
Hazrat Laith said that someone told me that Hazrat Hasan bin Ali entered the water wearing a lower garment and said that it also has some inhabitants.
حضرت لیث کہتے ہیں کہ مجھے کسی نے بتایا ہے کہ حضرت حسن بن علی ازار پہن کر پانی میں داخل ہوئے اور فرمایا کہ اس کا بھی کوئی ساکن ہوتا ہے۔
Hazrat Lais kahte hain ke mujhe kisi ne bataya hai ke Hazrat Hasan bin Ali izaar pehen kar pani mein daakhil hue aur farmaya ke is ka bhi koi saakin hota hai.
Hazrat Haseen narrates that a person who had seen Hazrat Umar told me that he entered the water in a state that he was wearing a shirt. Then he came out and asked for a sheet and wore it over the shirt.
حضرت حصین فرماتے ہیں کہ مجھے حضرت عمر کو دیکھے ہوئے شخص نے بتایا کہ وہ اس حال میں پانی میں داخل ہوئے کہ ان پر ایک قمیص تھی۔ پھر وہ باہر نکلے اور ایک اوڑھنی منگوا کر قمیص کے اوپر پہنی۔
Hazrat Haseen farmate hain ke mujhe Hazrat Umar ko dekhe huye shakhs ne bataya ke woh iss haal mein pani mein dakhil huye ke un par ek qamees thi Phir woh bahar nikle aur ek odhni mangwa kar qamees ke upar pehni
Hazrat Amr bin Saad narrates that once Hazrat Umar, upon his return from Hajj, visited us with a group of companions and said, "O Saad, bring us a handkerchief." When a handkerchief was brought to you, you said, "Bathe in it, it is a blessed object."
حضرت عمرو بن سعد کہتے ہیں کہ حضرت عمر حج سے واپسی پر صحابہ کرام کی ایک جماعت کے ساتھ ہمارے ہاں تشریف لائے اور فرمایا کہ اے سعد ہمارے پاس رومال لاؤ، آپ کے پاس رومال لائے گئے تو آپ نے فرمایا کہ ان میں غسل کرو یہ بابرکت چیز ہیں۔
Hazrat Amr bin Saad kehte hain ke Hazrat Umar Hajj se wapsi par Sahaba kiram ki aik jamaat ke saath humare han tashreef laaye aur farmaya ke aye Saad humare pass rumal lao, aap ke pass rumal laaye gaye to aap ne farmaya ke in mein ghusl karo ye babarkat cheezein hain.