Hazrat Abu Ubaidah bin Muhammad bin Ammar bin Yasir narrates that I asked Hazrat Jabir about wiping over the turban during ablution, so he said that water should be applied to the hair.
حضرت ابو عبیدہ بن محمد بن عمار بن یاسر فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت جابر سے عمامہ پر مسح کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ بالوں کو بھی پانی لگاؤ۔
Hazrat Abu Ubaidah bin Muhammad bin Ammar bin Yasir farmate hain ke maine Hazrat Jabir se amama par masah ke bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke balon ko bhi pani lagao.
Hazrat Abu Labid states that Hazrat Ali went to relieve himself riding his mule. At that time you had a lower garment, a sheet, a turban and two shoes on your body. You urinated, then performed ablution and took off your turban. I saw that your head was like my palm with lines like finger lines. You first wiped your head and then your socks.
حضرت ابو لبید کہتے ہیں کہ حضرت علی اپنے خچر پر سوار ہو کر رفع حاجت کے لیے تشریف لے گئے، اس وقت آپ نے ایک ازار، ایک چادر، عمامہ اور دو موزے زیب تن فرما رکھے تھے، آپ نے پیشاب کیا، پھر وضو فرمایا اور عمامہ کو اتار دیا، میں نے دیکھا کہ آپ کا سر میری ہتھیلی کی طرح ہے جس پر انگلی کی لکیروں کی طرح بال ہیں۔ آپ نے پہلے سر کا مسح فرمایا پھر موزوں کا۔
Hazrat Abu Lubayd kehty hain k Hazrat Ali apny khachar par sawar ho kar rafa hajat k liye tashreef le gaye, us waqt aap ne aik izaar, aik chadar, amama aur do mozay zeb tan farma rakhay thay, aap ne peshab kiya, phir wuzu farmaya aur amama ko utar diya, main ne dekha k aap ka sar meri hatheli ki tarah hai jis par ungli ki lakeeron ki tarah baal hain. Aap ne pehle sar ka masah farmaya phir mozon ka.
Hisham narrates on the authority of his father that he (the Prophet) used to take off his Amama while performing ablution and used to wipe his head with the water.
حضرت ہشام اپنے والد کے بارے میں روایت کرتے ہیں کہ وہ وضو کرتے وقت عمامہ اتار دیتے تھے اور سر کے پانی سے مسح کرتے تھے۔
Hazrat Hisham apne walid ke bare mein riwayat karte hain ke woh wuzu karte waqt amama utar dete thay aur sar ke pani se masah karte thay.
Hazrat Ata' bin Abi Rabah narrated that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) exposed his forearms during ablution and wiped the front part of his head.
حضرت عطاء فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے وضو میں عمامہ اتارا اور سر کے اگلے حصہ کا مسح فرمایا۔
Hazrat Ata farmate hain ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne wuzu mein amama utara aur sar ke agle hissa ka masah farmaya.
Hazrat Aflah states that Hazrat Qasim used to not apply mehndi (henna) on his turban, but would remove his Amamah (turban) and apply mehndi on his head.
حضرت افلح فرماتے ہیں کہ حضرت قاسم پگڑی پر مسح نہ فرماتے تھے بلکہ عمامہ کو اتار کر سر کا مسح فرماتے۔
Hazrat Aflah farmate hain keh Hazrat Qasim pagri per masah na farmate thay balkeh amama ko utaar kar sar ka masah farmate.
Hazrat Mughirah bin Shubah narrated that Prophet Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him) wiped his forehead and the upper part of his feet during ablution.
حضرت مغیرہ بن شعبہ فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے وضو کے دوران اپنی پیشانی اور اپنی پگڑی مبارک کا مسح فرمایا۔
Hazrat Mugheerah bin Shubah farmate hain ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne wuzu ke doran apni peshani aur apni pagri mubarak ka masah farmaya.