Who permitted ablution with the leftover water of a cat
مَنْ رَخَّصَ فِي الْوُضُوءِ بِسُؤْرِ الْهِرِّ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 324
Hazrat Abu Qilaba said that Hazrat Abu Qatada used to tilt the utensil for the cat and it would drink water from it, then you would perform ablution with the same water and he said, "This is the stuff of the house."
حضرت ابو قلابہ کہتے ہیں کہ حضرت ابو قتادہ بلی کے لیے برتن کو جھکا دیتے اور وہ اس سے پانی پیتی پھر آپ اسی پانی سے وضو فرما لیتے اور ارشاد فرماتے ” یہ تو گھر کا سامان ہے۔ “
Hazrat Abu Qilaba kehte hain ki Hazrat Abu Qatada billi ke liye bartan ko jhuka dete aur wo uss se pani peeti phir aap usi pani se wuzu farma lete aur irshad farmate ” ye to ghar ka saman hai “
Hazrat Kabshah bint Ka'b, the daughter-in-law of Hazrat Abu Qatadah, narrates that she was pouring water for Hazrat Abu Qatadah's ablution when a cat came. It was thirsty, so Hazrat Abu Qatadah tilted the utensil for the cat. I was surprised to see this scene, so he said, "Daughter, why are you surprised? The Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) has said that a cat is not impure; it is an animal that roams around in your houses."
حضرت ابو قتادہ کی بہو حضرت کبشہ بنت کعب فرماتی ہیں کہ وہ حضرت ابو قتادہ کے لیے وضو کا پانی ڈال رہی تھیں کہ اتنے میں ایک بلی آئی وہ پیاسی تھی، چنانچہ حضرت ابو قتادہ نے برتن اس بلی کے لیے جھکا دیا۔ میں اس منظر کو تعجب سے دیکھنے لگی تو انھوں نے فرمایا ” بیٹی تعجب کیوں کر رہی ہو۔ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے فرمایا ہے کہ بلی ناپاک نہیں ہے یہ تو تمہارے گھروں میں چکر لگانے والا جانور ہے۔
Hazrat Abu Qatada ki bahu Hazrat Kabshah bint Kaab farmati hain ke woh Hazrat Abu Qatada ke liye wuzu ka pani daal rahi thin ke itne mein ek billi aai woh pyasi thi, chunancha Hazrat Abu Qatada ne bartan us billi ke liye jhuka diya. Mein iss manzar ko taajjub se dekhne lagi toh unhon ne farmaya "Beti taajjub kyun kar rahi ho. Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ke billi napak nahin hai ye toh tumhare gharon mein chakkar lagane wala janwar hai.
Hazrat Safiyya bint Daab narrates that I asked Hussain ibn Ali about the ruling on the milk teeth of a cat, so he said, "It is a part of the house."
حضرت صفیہ بنت داب فرماتی ہیں کہ میں نے حسین بن علی سے بلی کے جو ٹھے کا حکم دریافت کیا تو انھوں نے فرمایا ” وہ تو گھر کا ایک حصہ ہے “
Hazrat Safiya bint Daab farmati hain keh maine Hussain bin Ali se billi ke jothay ka hukum دریافت kia tou unhon ne farmaya " Woh tou ghar ka aik hissa hai"
It is narrated that once, water for ablution was kept for Hazrat Abdullah bin Umar. A cat drank water from it. When he came for ablution, he was told about this, he said, "The cat is a part of the house."
ایک مدنی شخص روایت کرتے ہیں کہ ایک مرتبہ حضرت عبداللہ بن عمر کے لیے وضو کا پانی رکھا گیا۔ اس پانی میں بلی نے منہ مارا۔ وضو کرنے کے لیے تشریف لائے تو انھیں اس بارے میں بتایا گیا، انھوں نے فرمایا ” بلی تو گھر کا حصہ ہے “
aik madani shakhs riwayat karte hain ke aik martaba hazrat abdullah bin umar ke liye wuzu ka pani rakha gaya is pani mein billi ne munh mara wuzu karne ke liye tashreef laye to unhen is bare mein bataya gaya unhon ne farmaya billi to ghar ka hissa hai
"Hazrat Akrama narrates that whenever water for ablution was kept for Hazrat Abbas bin Abdul Muttalib and he was busy with some work, if a cat came and dipped its face in it during that time, he would perform ablution with that water and pray."
حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ جب کبھی حضرت عباس بن عبد المطلب کے لیے وضو کا پانی رکھا جاتا اور وہ کسی کام میں مصروف ہوتے، اس دوران اگر بلی آ کر اس میں منہ مار لیتی تو وہ اس پانی سے وضو کر کے نماز پڑھ لیا کرتے تھے۔
Hazrat Akrama farmate hain ke jab kabhi Hazrat Abbas bin Abdul Muttalib ke liye wuzu ka pani rakha jata aur wo kisi kaam mein masroof hote, is dauran agar billi aa kar us mein munh maar leti to wo us pani se wuzu kar ke namaz parh liya karte the.
Hazrat Abu Qatada narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "The cat is one of the animals that roam around in the house."
حضرت ابو قتادہ فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا ” بلی گھر میں چکر لگانے والے (جانوروں) میں سے ہے۔
Hazrat Abu Qatada farmate hain ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya billi ghar mein chakkar lagane wale (janwaron) mein se hai
Hazrat Abu Ishaq narrates that once a cat dipped its mouth in the milk at Hazrat Alqama's house. The people of the house wanted to throw that milk away, but Hazrat Alqama said that it would be very hard on my heart to throw it away!
حضرت ابو اسحاق فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ بلی نے حضرت علقمہ کے گھر دودھ میں منہ مار دیا، گھر والے اس دودھ کو گرانا چاہتے تھے لیکن حضرت علقمہ نے فرمایا کہ اسے گرانا میرے دل پر گراں گزرتا ہے !
Hazrat Abu Ishaq farmate hain keh ek martaba billi ne Hazrat Alqama ke ghar doodh mein munh maar diya, ghar wale us doodh ko girana chahte thay lekin Hazrat Alqama ne farmaya keh use girana mere dil par giran guzarta hai!