Aisha relates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to take a bath from a large vessel, and (sometimes) I and the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to take a bath from the same vessel.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) بڑے برتن سے غسل فرمایا کرتے تھے اور (بعض اوقات) میں اور حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ایک ہی برتن سے غسل کرلیا کرتے تھے۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) bare bartan se ghusl farmaya karte thay aur (baaz auqaat) main aur Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) aik hi bartan se ghusl kar liya karte thay.
Hazrat Aisha narrated that she and Prophet Muhammad (peace be upon him) used to take bath from the same container while in the state of Janaab (sexual impurity).
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ میں اور نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) حالت جنابت میں ایک ہی برتن سے غسل کرلیا کرتے تھے۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh mein aur Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) halat junubat mein ek hi bartan se ghusl kar liya karte thay.
Hazrat Umm Sabiyyah (RA) narrates that sometimes, while performing ablution from a vessel, my hand would touch the hand of the Holy Prophet (PBUH).
حضرت ام صبیہ جھنیہ فرماتی ہیں کہ ایک برتن سے وضو کے دوران بعض اوقات میرا ہاتھ حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے ہاتھ سے ٹکرا جاتا تھا۔
Hazrat Umm Sabeeha Jhniya farmati hain ke aik bartan se wuzu ke doran baz auqaat mera hath Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke hath se takra jata tha.
Hazrat Umm Salama, the Mother of the Believers, said: "The Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) and I used to take bath from the same vessel."
حضرت ام سلمہ ام المؤمنین فرماتی ہیں کہ میں اور رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ایک ہی برتن سے غسل کرلیا کرتے تھے۔
Hazrat Umm e Salma Umm ul momineen farmati hain keh main aur Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) aik hi bartan se ghusl kar liya karte thay.
Hazrat Aisha, the Mother of the Believers, said that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) and I used to take a bath from the same container and we used to put our hands in this container together.
حضرت عائشہ ام المؤمنین فرماتی ہیں کہ میں اور نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ایک ہی برتن سے غسل کرلیا کرتے تھے اور ہم اس برتن میں ہاتھ بھی ایک ساتھ ڈالتے تھے۔
Hazrat Ayesha Ummul Momineen farmati hain keh mein aur Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) aik hi bartan se ghusl kar liya karte thay aur hum us bartan mein hath bhi aik sath daltay thay.
Hazrat Umm Sa'd, the wife of Hazrat Zayd bin Thabit, narrates that I and Hazrat Zayd used to perform Ghusl (ritual bath) from the same utensil after sexual intercourse.
حضرت زید بن ثابت کی اہلیہ حضرت ام سعد فرماتی ہیں کہ میں اور حضرت زید جنابت کا غسل ایک ہی برتن سے کرتے تھے۔
Hazrat Zaid bin Sabit ki ahliya Hazrat Umm Sa'ad farmati hain ke main aur Hazrat Zaid janabat ka ghusl ek hi bartan se karte thay.
Hazrat Ibn Umar (may Allah be pleased with him) said that there is no harm if two Junub (husband and wife) perform Ghusl by putting their hands in the same utensil.
حضرت ابن عمر فرماتے ہیں کہ اگر دو جنبی (میاں بیوی) ایک برتن میں ہاتھ ڈال کر غسل کریں تو اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibn Umar farmate hain keh agar do junbi (miyan biwi) aik bartan mein hath daal kar ghusl karen to is mein koi harj nahi.
It was narrated from Abu Hurairah that he was asked about performing Wudu' with water left over from a woman. He said: "We used to sit around a large vessel and drink from it, and we used to do Ghusl from it."
حضرت ابوہریرہ سے عورت کے بچے ہوئے پانی سے وضو کے بارے میں پوچھا گیا تو انھوں نے فرمایا ” ہم ایک بڑے برتن کے گرد بیٹھ کر پانی لیتے تھے اور اسی میں سے غسل کرتے تھے “
Hazrat Abu Huraira se aurat ke bache hue pani se wuzu ke bare mein pucha gaya to unhon ne farmaya hum ek bare bartan ke gird baith kar pani lete the aur isi mein se ghusl karte the
حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ بْنُ عُلَيَّةَ ، عَنْ حَبِيبِ بْنِ شِهَابٍ ، عَنْ أَبِيهِ ، أَنَّهُ سَأَلَ أَبَا هُرَيْرَةَ [ عن سؤر طهور المرأة يتطهر منه قال ] « إِنْ كُنَّا لَنَنْقُرُ حَوْلَ قَصْعَتِنَا نَغْتَسِلُ مِنْهَا كِلَانَا »
Musannaf Ibn Abi Shaybah 378
Hazrat Ikrama narrates that a woman can take a bath with the leftover water of her husband and both can also use water together.
حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ عورت اپنے خاوند کے بچے ہوئے پانی سے بھی غسل کرسکتی ہے اور دونوں ایک ساتھ بھی پانی لے سکتے ہیں۔
Hazrat Akrama farmate hain keh aurat apne khawand ke bache hue pani se bhi ghusl kar sakti hai aur dono aik sath bhi pani le sakte hain.
Hazrat Jabir bin Abdullah narrates that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) and your wives used to take a bath from the same vessel.
حضرت جابر بن عبداللہ فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) اور آپ کی ازواج ایک ہی برتن سے غسل فرما لیا کرتے تھے۔
Hazrat Jabir bin Abdullah farmate hain keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) aur aap ki azwaj ek hi bartan se ghusal farma liya karte thay.
Hazrat Aisha (may Allah be pleased with her) narrates that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) and I used to take bath from a single utensil and the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) would always use the water first.”
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ میں اور نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ایک برتن سے غسل کرلیا کرتے تھے لیکن ابتداء حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ہی فرماتے تھے۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh mein aur Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) aik bartan se ghusl kar liya karte thay lekin ibtida Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) hi farmate thay.