It was narrated from Abu Hurairah that he was asked about performing ablution using the water left over by a woman. He said: "We used to sit around a large vessel and take water from it, and we would do ghusl from it."
حضرت ابوہریرہ سے عورت کے بچے ہوئے پانی سے وضو کے بارے میں پوچھا گیا تو انھوں نے فرمایا ” ہم ایک بڑے برتن کے گرد بیٹھ کر پانی لیتے تھے اور اسی میں سے غسل کرتے تھے “
Hazrat Abu Huraira se aurat ke bache hue pani se wuzu ke bare mein poocha gaya to unhon ne farmaya hum ek bare bartan ke gird baith kar pani lete the aur usi mein se ghusl karte the
Hazrat Nafi narrates that Hazrat Ibn Umar did not see any harm in performing ablution using the water used by a woman, unless the woman is menstruating or in a state of Janabat, then he would advise caution.
حضرت نافع فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عمر عورت کے استعمال شدہ پانی سے وضو کرنے میں کوئی حرج نہ سمجھتے تھے، البتہ اگر عورت حیض یا جنابت میں مبتلا ہو تو پھر وہ احتیاط کا حکم دیتے تھے۔
Hazrat Nafe farmate hain ke Hazrat Ibn Umar aurat ke istamal shuda pani se wuzu karne mein koi harj na samajhte thay, albatta agar aurat haiz ya janabat mein mubtala ho to phir wo ehtiyat ka hukum dete thay.
Hazrat Ibn Umar narrated that there is no harm if a woman has intercourse in her back passage if she is not menstruating or in a state of Janabah (post-sexual impurity).
حضرت ابن عمر فرماتے ہیں کہ عورت اگر حیض یا جنابت کا شکار نہ ہو تو اس کے پس ماندہ میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibn Umar farmate hain ke aurat agar haiz ya janabat ka shikar na ho to uske pasmanda mein koi harj nahin.
Hazrat Abdullah bin Abbas narrates that once a purified wife of the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) took a bath with water from a large vessel. When the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) started to perform Ghusl or ablution with that water, she said, "O Messenger of Allah! I was in a state of Janabat." He said, "Water does not become impure."
حضرت عبداللہ بن عباس فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی ایک زوجہ مطہرہ نے ایک بڑے برتن پانی سے غسل فرمایا، جب نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) اس پانی سے غسل یا وضو فرمانے لگے تو انھوں نے عرض کیا ” یا رسول اللہ ! میں حالت جنابت میں تھی “ آپ نے فرمایا ” پانی ناپاک نہیں ہوتا “
Hazrat Abdullah bin Abbas farmate hain keh aik martaba Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki aik zojah mutahira ne aik bare bartan pani se ghusl farmaya, jab Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) is pani se ghusl ya wuzu farmane lage to unhon ne arz kiya "Ya Rasulullah! main halat janabat mein thi" Aap ne farmaya "pani napaak nahi hota"