It was asked from Hazrat Qatadah, "Is it permissible to perform ablution with water whose taste and color have changed?" He replied, "There is no harm in performing ablution with water that animals drink and water that has developed an odor."
حضرت قتادہ سے پوچھا گیا کہ ایسے پانی سے وضو کرنا جائز ہے جس کا ذائقہ اور رنگ بدل گئے ہوں ؟ آپ نے فرمایا کہ جس پانی سے جانور پیتے ہوں اور جس پانی میں بو پیدا ہوگئی ہو اس سے وضو کرنے میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Qatada se poocha gaya keh aise pani se wuzu karna jaiz hai jis ka zaiqa aur rang badal gaye hon? Aap ne farmaya keh jis pani se janwar peete hon aur jis pani mein boo peda hogayi ho us se wuzu karne mein koi harj nahin.
Hazrat Abu al-Rabi' says that I was with Abd al-Rahman ibn Abi Layla. They passed by a pool of water where animals drank and urinated. He said there is no harm in performing ablution from it.
حضرت ابو الربیع فرماتے ہیں کہ میں عبد الرحمن بن ابی لیلیٰ کے ساتھ تھا۔ وہ ایسے حوض کے پاس سے گزرے جس سے جانور پانی پیتے تھے اور اس میں پیشاب بھی کردیتے تھے۔ انھوں نے فرمایا اس سے وضو کرنے میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Abu Alrabi farmate hain ki main Abdul Rahman bin abi Laila ke sath tha. Woh aise hauz ke paas se guzare jise se janwar pani pete the aur usme peshab bhi karte the. Unhon ne farmaya is se wazu karne mein koi harj nahi.