Hazrat Aisha (may Allah be pleased with her) narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) kissed one of his wives and then went to lead the prayer without performing ablution. Hazrat Urwa says that I asked Hazrat Aisha if that wife was you? Hazrat Aisha smiled in response.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے اپنی ایک زوجہ کا بوسہ لیا، پھر آپ وضو کئے بغیر نماز کے لیے تشریف لے گئے۔ حضرت عروہ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عائشہ سے پوچھا کہ وہ زوجہ آپ ہی تھیں ؟ اس پر حضرت عائشہ مسکرا دیں۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne apni aik zauja ka bosa liya, phir aap wuzu kiye baghair namaz ke liye tashreef le gaye. Hazrat Urwah farmate hain keh maine Hazrat Ayesha se poocha keh woh zauja aap hi thi? Iss par Hazrat Ayesha muskura di.
Hazrat Aisha (may Allah be pleased with her) narrated that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) once kissed his wife and then prayed without performing ablution.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ایک مرتبہ اپنی زوجہ کا بوسہ لیا اور پھر نماز پڑھی لیکن وضو نہیں فرمایا۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek martaba apni zauja ka bosa liya aur phir namaz parhi lekin wuzu nahin farmaya.