It is narrated on the authority of Hazrat Abu Saeed that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: When you participate in a funeral, do not sit until the bier is placed on the ground.
حضرت ابو سعید سے مرفوعا مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : جب تم کسی جنازہ میں شریک ہو تو جب تک جنازے کی چارپائی نہ رکھ دی جائے تم نہ بیٹھو۔
Hazrat Abu Saeed se marfooan marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya : Jab tum kisi janaze mein shareek ho to jab tak janaze ki charpai nah rakh di jaye tum nah baitho.
Hazrat Talha bin Yahya narrates that I saw Hazrat Urwah bin Zubair at a funeral. You were leaning against a wall and asking, "Has the funeral been laid to rest?" Until the funeral was not laid to rest, you did not sit down.
حضرت طلحہ بن یحییٰ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عروہ بن زبیر کو ایک جنازے میں دیکھا آپ نے ایک دیوار کے ساتھ ٹیک لگائی ہوئی تھی اور فرما رہے تھے کیا جنازہ رکھ دیا گیا ہے ؟ جب تک جنازہ نہ رکھا آپ نہ بیٹھے۔
Hazrat Talha bin Yahya farmate hain ki maine Hazrat Urwah bin Zubair ko aik janaze mein dekha aap ne aik deewar ke sath tek lagai hui thi aur farma rahe the kya janaza rakh diya gaya hai jab tak janaza na rakha aap na baithe
Hazrat Abu Hazim states that I was accompanying Hazrat Hassan bin Ali, Hazrat Abu Hurairah and Hazrat Ibn Zubair (in a funeral procession). When they reached the grave, they stood and conversed until the deceased was laid to rest. When the deceased was laid to rest, they sat down.
حضرت ابو حازم فرماتے ہیں کہ میں حضرت حسن بن علی ، حضرت ابوہریرہ اور حضرت ابن زبیر کے ساتھ (جنازے میں) چلا، جب وہ قبر کے پاس پہنچے تو کھڑے ہو کر گفتگو کرنے لگے، یہاں تک کہ جنازہ رکھ دیا گیا، جب جنازہ رکھا گیا تب وہ حضرات بیٹھے۔
Hazrat Abu Hazim farmate hain keh mein Hazrat Hasan bin Ali, Hazrat Abu Huraira aur Hazrat Ibn Zubair ke sath (janaze mein) chala, jab woh kabar ke paas pahunche to kharay ho kar guftagu karne lage, yahan tak keh janaza rakh diya gaya, jab janaza rakha gaya tab woh hazrat baithe.
Hazrat Hisham narrates that until the bier was not placed, Hazrat Muhammad (PBUH) did not arrive. And he said that Hazrat Hassan did not see any harm in sitting.
حضرت ہشام فرماتے ہیں جب تک جنازہ رکھ نہ دیا جاتا حضرت محمد تشریف نہ کھتے۔ اور فرماتے ہیں کہ حضرت حسن بیٹھنے میں کوئی حرج نہ سمجھتے۔
Hazrat Hisham farmate hain jab tak janaza rakh na diya jata Hazrat Muhammad tashreef na khate. Aur farmate hain ke Hazrat Hasan bethne mein koi harj na samajhte.
Hazrat Waqid bin Amr bin Sa'd bin Mu'adh narrates: I was at a funeral and I did not sit down until the bier was placed down. Then I went to Hazrat Nafi' bin Jubayr and sat down with him. He asked me, "Why didn't you sit down until the bier was put down?" I replied, "Because a hadith has reached me that Hazrat Ali (may Allah be pleased with him) said that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) remained standing (until the bier was put down) and then sat down."
حضرت واقد بن عمرو بن سعد بن معاذ فرماتے ہیں کہ میں ایک جنازے میں تھا، جب تک جنازہ نہ رکھ دیا گیا میں نہیں بیٹھا، پھر میں حضرت نافع بن جبیر کے پاس آیا اور ان کے پاس بیٹھ گیا، انھوں نے مجھ سے پوچھا کیا بات ہے کہ جب تک جنازہ نہیں رکھا گیا آپ بیٹھے نہیں ؟ میں نے کہا اس لیے کہ مجھے حدیث پہنچی ہے کہ حضرت علی کرم اللہ وجہہ فرماتے ہیں کہ حضور اکرم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کھڑے رہے (پھر جب جنازہ رکھ دیا گیا) پھر بیٹھے۔
Hazrat Waqid bin Amro bin Saad bin Maaz farmate hain keh main ek janaze mein tha, jab tak janaza nah rakh diya gaya main nahi baitha, phir main Hazrat Nafe bin Jabir ke pass aaya aur un ke pass baith gaya, unhon ne mujh se pucha kya baat hai keh jab tak janaza nahi rakha gaya aap baithe nahi ? Main ne kaha is liye keh mujhe hadees pahuchi hai keh Hazrat Ali karam Allah wajahu farmate hain keh Huzoor Akram (Sallallahu Alaihi Wasallam) kharay rahe (phir jab janaza rakh diya gaya) phir baithe.