Hazrat Ibn Aun said, I asked Hazrat Sha'bi about standing for the funeral until it is put in the grave (how is it?). You said I have not seen anyone do this except Abu Marhum who was a Syrian and people used to laugh at him.
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت شعبی سے دریافت کیا جنازے کے لیے کھڑے رہنا یہاں تک کہ اس کو لحد میں رکھ دیا جائے (کیسا ہے ؟ ) آپ نے فرمایا میں نے کسی کو ایسا کرتے نہیں دیکھا سوائے ابو مرحوم جو کہ شامی تھے اور لوگ ان پر ہنستے تھے۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain ke maine Hazrat Shabi se daryaft kiya janaze ke liye kharay rehna yahan tak ke usko lahad mein rakh diya jaye (kaisa hai ?) Aap ne farmaya maine kisi ko aisa karte nahin dekha siwaye Abu Marhoom jo ke Shami the aur log un par hanste the.
Hazrat Ibn Aun says, "I asked Hazrat Sha'bi about standing for a funeral before it is buried, but it was as if he had no knowledge of it (he did not know about it). Then I mentioned it to Hazrat Mujahid. He said, 'This is when the funeral prayer has been offered, then one should not sit before burial.'
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت شعبی سے جنازہ رکھے جانے سے قبل اس کے لیے کھڑے رہنے کے متعلق دریافت کیا تو گویا کہ ان کو اس کے بارے میں علم ہی نہ تھا۔ (وہ اس کو جانتے ہی نہ تھے) ۔ پھر میں نے حضرت مجاہد سے اس کا ذکر کیا آپ نے فرمایا : یہ تب ہے جب اس پر نماز پڑھی گئی ہو تو دفنانے سے پہلے نہ بیٹھا جائے۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain ke maine Hazrat Shabi se janaza rakhe jane se pehle us ke liye kharay rahne ke mutaliq daryaft kiya to goya ke un ko us ke bare mein ilm hi na tha. (wo us ko jante hi na thay). Phir maine Hazrat Mujahid se is ka zikar kiya aap ne farmaya: yeh tab hai jab us par namaz parhayi gayi ho to dafnane se pehle na betha jaye.