Hazrat Ayesha and Hazrat Abdullah bin Abbas narrate that Hazrat Abu Bakr Siddique kissed Prophet Muhammad (PBUH) after his death.
حضرت عائشہ اور حضرت عبداللہ بن عباس فرماتے ہیں کہ حضرت ابوبکر صدیق نے نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی وفات کے بعد آپ کو بوسہ دیا۔
Hazrat Ayesha aur Hazrat Abdullah bin Abbas farmate hain ke Hazrat Abu Bakr Siddique ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki wafat ke baad aap ko bosa diya.
Hazrat Ayesha narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) kissed Hazrat Usman bin Maz'oon (may Allah be pleased with him) after his death. I saw your (peace and blessings of Allah be upon him) tears flowing on your blessed cheeks.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے حضرت عثمان بن مظعون کو وفات کے بعد بوسہ دیا، میں نے دیکھا آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے آنسو آپ کے رخسار مبارک پر بہہ رہے تھے۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Hazrat Usman bin Mazoon ko wafat ke baad bosa diya, maine dekha Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke aansu Aap ke rukhsar mubarak par beh rahe thay.
Hazrat Abdullah (R.A) narrates that Hazrat Abu Bakr Siddique (R.A) came after your (peace and blessings of Allah be upon him) death, removed the cloth from your (peace and blessings of Allah be upon him) face, leaned over you (peace and blessings of Allah be upon him) and kissed you (peace and blessings of Allah be upon him) and said, "May my parents be sacrificed for you (peace and blessings of Allah be upon him). How pure was your (peace and blessings of Allah be upon him) life and how pure is your death."
حضرت عبداللہ البھی فرماتے ہیں کہ حضرت ابوبکر صدیق آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی وفات کے بعد تشریف لائے آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے چہرے سے کپڑا ہٹایا اور آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) پر جھکے اور آپ کو بوسہ دیا اور پھر فرمایا : میرے ماں باپ آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) پر قربان، آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی زندگی بھی کتنی پاکیزہ تھی اور موت بھی کتنی پاکیزہ ہے۔
Hazrat Abdullah Al Bahi farmate hain keh Hazrat Abu Bakar Siddiq aap ki wafat ke bad tashreef laye aap ke chehre se kapda hataya aur aap par jhuke aur aap ko bosa diya aur phir farmaya : mere maan baap aap par qurban, aap ki zindagi bhi kitni pakeeza thi aur maut bhi kitni pakeeza hai.