It was asked from Hadrat Abdur Rahman bin Abi Layla, what should be done with the nails and hair of the deceased after they are cut? He said, they should be kept with him (the deceased).
حضرت عبد الرحمن بن ابی لیلیٰ سے دریافت کیا گیا میت کے ناخن اور بال کاٹنے کے بعد (ان کا کیا کیا جائے) ؟ آپ نے فرمایا اس کے ساتھ ہی رکھے جائیں۔
Hazrat Abdul Rahman bin Abi Laila se daryaft kiya gaya mayyat ke nakhun aur baal kaatne ke baad (in ka kya kiya jaye)? Aap ne farmaya iske saath hi rakhe jayen.
Hazrat Asim narrates from Hazrat Ibn Sireen and the daughters of Sireen that the hair, etc. of the deceased that are cut should be buried with the deceased.
حضرت عاصم حضرت ابن سیرین سے اور سیرین کی بیٹیوں سے روایت کرتے ہیں کہ میت کے بال وغیرہ جو کاٹے جائیں وہ میت کے ساتھ دفن کئے جائیں گے۔
Hazrat Asim Hazrat Ibn Sireen se aur Sireen ki betiyon se riwayat karte hain ke mayyat ke baal waghaira jo kaate jayen wo mayyat ke sath dafan kiye jayenge.
Hazrat Usman bin Ghaias narrates that I heard from Hazrat Hassan that if the nails and mustache of the deceased have grown, they should be clipped. I asked him if they would be kept with him in the grave? He replied: Yes.
حضرت عثمان بن غیاث فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حسن سے سنا کہ میت کے ناخن اور مونچھیں اگر بڑھی ہوئی ہوں تو کاٹی جائیں گی، میں نے حضرت سے دریافت کیا کہ ان کو اس کے ساتھ قبر میں رکھا جائے گا ؟ آپ نے فرمایا : ہاں۔
Hazrat Usman bin Ghays farmate hain ki maine Hazrat Hasan se suna ki mayyat ke nakhun aur moochein agar barri hui hon to kati jayengi, maine Hazrat se daryaft kiya ki in ko is ke sath qabar mein rakha jayega? Aap ne farmaya: Haan.
Hazrat Abdur Rahman bin Abi Laila narrates that Hazrat Qais bin Saad passed by a person whose finger was severed. You buried it with him in the grave.
حضرت عبد الرحمن بن ابی لیلیٰ فرماتے ہیں کہ حضرت قیس بن سعد ایک شخص کے پاس سے گزرے اس کی انگلی الگ ہوگئی تھی آپ نے اس کے ساتھ اس کو قبر میں رکھ دیا۔
Hazrat Abdur Rehman bin Abi Laila farmate hain ke Hazrat Qais bin Saad aik shakhs ke pass se guzre uski ungli alag hogai thi aap ne uske sath usko qabar mein rakh diya