Hazrat Hakeem bin Jabir narrates that when Hazrat Ibn Qais passed away, Hazrat Hasan bin Ali said: When you give him a bath, do not bury him in haste until you call me. So we called him and you came and performed the ablution with fragrance (applied fragrance on the areas of ablution).
حضرت حکیم بن جابر فرماتے ہیں کہ جب حضرت ابن قیس کا انتقال ہوا تو حضرت حسن بن علی نے فرمایا : جب تم اسے غسل دے دو تو دفن میں جلدی نہ کرنا جب تک کہ مجھے نہ بلا لو، پھر ہم نے ان کو بلایا تو آپ تشریف لائے اور وضو خوشبو کے ساتھ کروایا (وضو کے مقامات پر خوشبو لگائی) ۔
Hazrat Hakeem bin Jabir farmate hain ke jab Hazrat Ibn Qais ka inteqal hua to Hazrat Hasan bin Ali ne farmaya : Jab tum usay ghusl de do to dafan mein jaldi na karna jab tak ke mujhe na bula lo, phir hum ne un ko bulaya to aap tashreef laye aur wuzu khushbu ke sath karwaya (wuzu ke maqamat par khushbu lagai) .
When the subject of applying perfume to the deceased was mentioned in the presence of Hadrat Salim and Hadrat Abdullah bin Abdullah, it was said: Perfume should be applied between the body of the deceased and their shrouds.
حضرت سالم اور حضرت عبید اللہ بن عبداللہ کے پاس جب میت کو خوشبو لگانے کا ذکر ہوا تو فرمایا : خوشبو میت کے بدن اور کپڑوں کے درمیان لگائی جائے۔
Hazrat Salim aur Hazrat Ubaid Ullah bin Abdullah ke pass jab mayyat ko khushbu lagane ka zikar hua to farmaya : Khushbu mayyat ke badan aur kapdon ke darmiyaan lagai jaye.