Hazrat Abu Umama narrates that I asked Hazrat Ibn Umar: Can I kill a mosquito? He replied: Is there nothing on you in exchange for it?
حضرت ابو امامہ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن عمر سے عرض کیا : میں مچھر کو مار سکتا ہوں ؟ انھوں نے فرمایا : کیا اس کے بدلے تجھ پر کچھ نہیں ہے ؟۔
Hazrat Abu Umama farmate hain ke maine Hazrat Ibn Umar se arz kiya : mein machchar ko maar sakta hoon ? Unhon ne farmaya : kya is ke badle tujh par kuchh nahin hai ?
Hazrat Abdullah bin Abu Zaid narrates that I saw Hazrat Salim You have killed a mosquito in Makkah, I asked him about it? They said that we have been ordered to kill snakes and scorpions, I said that they are our enemies, you said that this is also an enemy.
حضرت عبید اللہ بن ابو زیاد فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت سالم کو دیکھا آپ نے مکہ میں مچھر مار ڈالا، میں نے ان سے اس کے بارے میں پوچھا ؟ انھوں نے فرمایا سانپ اور بچھو کے مارنے کا ہمیں حکم دیا گیا، میں نے عرض کیا وہ تو ہمارے دشمن ہیں، آپ نے فرمایا یہ بھی تو دشمن ہے۔
Hazrat Ubaid Ullah bin Abu Ziad farmate hain ke maine Hazrat Salim ko dekha aap ne Makkah mein machhar maar dala maine un se is ke bare mein pucha unhon ne farmaya saanp aur bichhu ke marne ka hamen hukm diya gaya maine arz kiya wo to hamare dushman hain aap ne farmaya ye bhi to dushman hai