It is narrated from Hazrat Aisha (may Allah be pleased with her) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) travelled from the place of Batha' in the early part of the night, on the night he left (Makkah).
حضرت عائشہ سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے نکلنے والی رات میں مقام بطحاء سے رات کے ابتدائی حصے میں سفر کیا۔
Hazrat Ayesha se marvi hai keh Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne nikalne wali raat mein maqam Batha se raat ke ibtidai hisse mein safar kiya.
Hazrat Abu Rafi (may Allah be pleased with him) was in the service of the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him). He says that I came and pitched a tent in Abtah, then the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) came and stayed there for a while.
حضرت ابو رافع حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے سامان پر مامور تھے وہ فرماتے ہیں کہ میں آیا اور میں نے مقام ابطح میں خیمہ نصب کیا پھر حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) تشریف لائے اور اس میں کچھ قیام فرمایا۔
Hazrat Abu Rafi Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wa Aalehi Wasallam) ke saman par mamoor thay woh farmate hain ke mein aya aur mein ne maqam Abtah mein khaima nasab kya phir Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wa Aalehi Wasallam) tashreef laye aur us mein kuch qayam farmaya.
It is narrated from Hazrat Abraham that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him and his family) rested for a while in the place of Abtah, then started his journey in the early part of the night.
حضرت ابراہیم سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے کچھ دیر مقام ابطح میں آرام فرمایا پھر رات کے ابتدائی حصہ میں سفر کا آغاز فرمایا۔
Hazrat Ibrahim se marvi hai ki Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne kuch dair Maqaam Ibtah mein araam farmaya phir raat ke ibtidai hissa mein safar ka aaghaz farmaya.
Hazrat Amro bin Marah narrates that Hazrat Aswad stayed at the place of Abtah for offering prayer. He heard the sound of a camel, so he paid attention to see who it was? It was Hazrat Ibn Umar who was returning.
حضرت عمرو بن مرہ فرماتے ہیں کہ حضرت اسود مقام ابطح میں قیام کے لیے رکے۔ انھوں نے اونٹ کی آواز سنی تو متوجہ ہوئے دیکھنے کے لیے کہ یہ کون ہیں ؟ حضرت ابن عمر واپسی کے لیے روانہ ہو رہے تھے۔
Hazrat Amr bin Marah farmate hain ke Hazrat Aswad maqam Abtah mein qayam ke liye ruke. Unhon ne unt ki aawaz suni to mutwaja huye dekhne ke liye ke ye kon hain? Hazrat Ibn Umar wapsi ke liye rawana ho rahe the.
Hazrat Yazid says that I went for Hajj with Hazrat Saeed bin Jubair. When we were about to leave, we arrived at Maqam-e-Abtah while returning from Mina.
حضرت یزید فرماتے ہیں کہ میں حضرت سعید بن جبیر کے ساتھ حج پر گیا، جب ہم واپس نکلنے لگے تو ہم مقام ابطح پر آئے جس وقت ہم منیٰ سے واپس آئے۔
Hazrat Yazid farmate hain keh main Hazrat Saeed bin Jubair ke sath Hajj par gaya, jab hum wapas nikalne lage to hum maqam Abtah par aaye jis waqt hum Mina se wapas aaye.
Prophet Abraham said that when you reach the place of Abtah, keep your luggage there, then circumambulate the Kaaba and rest there for a while, then leave for your return journey.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ جب مقام ابطح میں آئے تو وہاں اپنا سامان رکھ لے پھر بیت اللہ کا طواف کرے اور وہاں کچھ دیر آرام کرے پھر واپسی کے لیے نکلے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh jab maqam ibta mein aye to wahan apna saman rakh le phir baitullah ka tawaf kare aur wahan kuch der araam kare phir wapsi ke liye nikle.