Concerning jewelry and adornment for the woman in Ihram
فِي الْحُلِيِّ لِلْمُحْرِمَةِ وَالزِّينَةِ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 14209
It was mentioned to Hazrat Aisha that your nieces dislike wearing jewelry while in the state of Ihram, to which you swore that they should wear all the jewelry.
حضرت عائشہ سے عرض کیا گیا کہ آپ کی بھتیجیاں احرام کی حالت میں زیور پہننے کو ناپسند کرتی ہیں، آپ نے ان کو قسم دی کہ وہ تمام زیور استعمال کریں۔
Hazrat Ayesha se arz kiya gaya keh aap ki bhateejiyan ehram ki halat mein zewar pehenne ko napasand karti hain, aap ne un ko qasam di keh woh tamam zewar istemaal karen.
Prophet Muhammad said that the companions disliked the idea of women not wearing jewelry, regardless of whether they were in the state of Ihram or not.
حضرت محمد فرماتے ہیں کہ صحابہ کرام عورت کا احرام یا غیر احرام کی حالت میں زیور استعمال نہ کرنے کو ناپسند خیال کرتے تھے۔
Hazrat Muhammad farmate hain keh Sahaba kiram aurat ka ehraam ya ghair ehraam ki halat mein zewar istemal na karne ko napasand khayaal karte thay.
Hazrat Saeed Al-Zubaydi narrates: I asked Hazrat Saeed bin Jubayr, "Can a woman use perfume and jewelry in the state of Ihram?" He replied, "If she can use them without Ihram, then why can't she wear them in the state of Ihram?"
حضرت سعید الزبیدی فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت سعید بن جبیر سے دریافت کیا کہ کیا عورت حالت احرام میں ریشم اور زیور استعمال کرسکتی ہے ؟ آپ نے فرمایا کہ اگر وہ بغیر احرام کے استعمال کرسکتی ہے تو حالت احرام میں کیوں نہیں پہن سکتی۔
Hazrat Saeed Alzubaydi farmate hain keh maine Hazrat Saeed bin Jubair se daryaft kiya keh kya aurat halat ehram mein resham aur zewar istemal karsakti hai? Aap ne farmaya keh agar wo baghair ehram ke istemal karsakti hai to halat ehram mein kyun nahin pehen sakti.
Hazrat Aswad and Hazrat Alqama narrated that a woman in Ihram can use all those things (jewelry, etc.) that she used to use without Ihram (jewelry), silk, etc.
حضرت اسود اور حضرت علقمہ ارشاد فرماتے ہیں کہ محرمہ عورت وہ تمام چیزیں (زیور وغیرہ) استعمال کرسکتی ہے جو وہ بغیر احرام کے استعمال کرتی ہے (زیور) وریشم وغیرہ۔
Hazrat Aswad aur Hazrat Alqama irshad farmate hain ke muharram aurat wo tamam cheezen zewar waghaira istemaal karsakti hai jo wo baghair ehram ke istemaal karti hai zewar resham waghaira
It was asked from Hazrat Ibn al-Aswad, what jewelry should a woman in Ihram wear? He said, the jewelry that she used to wear before entering the state of Ihram.
حضرت ابن الاسود سے دریافت کیا گیا کہ احرام والی عورت کونسا زیور استعمال کرے ؟ آپ نے فرمایا جو زیور وہ بغیر احرام والی حالت میں استعمال کرتی رہے۔
Hazrat Ibne Aswad se daryaft kiya gaya keh ehram wali aurat konsa zewar istemaal kare? Aap ne farmaya jo zewar woh baghair ehram wali halat mein istemaal karti rahe.