It was asked to Hazrat Ibn Abbas that which one is better, to perform Tawaf or to offer prayer? He replied that for the residents of Makkah, prayer is better and for the travelers, Tawaf is better.
حضرت ابن عباس سے دریافت کیا گیا کہ طواف کرنا افضل ہے یا نماز پڑھنا ؟ آپ نے ارشاد فرمایا کہ مکہ والوں کے لیے نماز افضل اور مسافروں کے لیے طواف افضل ہے۔
Hazrat Ibn Abbas se daryaft kiya gaya keh tawaf karna afzal hai ya namaz parhna? Aap ne irshad farmaya keh Makkah walon ke liye namaz afzal aur musafiroon ke liye tawaf afzal hai.
Hazrat Hajjaj said that I asked Hazrat Ata, "What did you say?" He said that you prefer Tawaf (circumambulation of the Kaaba) and the people of Makkah prefer prayer.
حضرت حجاج فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عطائ سے دریافت کیا ؟ آپ نے فرمایا کہ تمہارے لیے طواف افضل ہے، اور مکہ والوں کے لیے نماز۔
Hazrat Hajjaj farmate hain keh maine Hazrat Ataa se daryaft kiya? Aap ne farmaya keh tumhare liye tawaf afzal hai, aur Makkah walon ke liye namaz.
Hazrat Mujahid (may Allah have mercy on him) said that it is better for the people of Makkah to pray and it is better for the people coming from other cities to perform Tawaf.
حضرت مجاہد فرماتے ہیں کہ مکہ والوں کے لیے نماز پڑھنا افضل ہے اور دوسرے شہروں سے آنے والوں کے لیے طواف کرنا افضل ہے۔
Hazrat Mujahid farmate hain keh Makkah walon ke liye namaz parhna afzal hai aur dusre shehron se aane walon ke liye tawaf karna afzal hai.