It is narrated from Hazrat Nafi that Hazrat Umm Salma bint Al-Mukhtar was the wife of Hazrat Abdullah bin Umar. She gave birth to a child in Muzdalifah. Hazrat Safiyya stayed with her there that night and the next night. Then they both came to Mina at night and performed Rami. Hazrat Abdullah bin Umar did not object to this act of theirs, nor did he order them to make up for anything.
حضرت نافع سے مروی ہے کہ حضرت ام سلمہ بنت المختار حضرت عبداللہ بن عمر کے صاحبزادے کی اہلیہ تھیں، انھوں نے مزدلفہ میں بچہ جنا، حضرت صفیہ ان کے ساتھ وہ رات اور اگلے دن کی رات وہاں پیچھے ہی رکی رہیں، پھر وہ دونوں رات کو منیٰ آئیں اور رمی کی، حضرت عبداللہ بن عمر نے ان کے اس عمل پر کوئی نکیر نہ فرمائی اور نہ ہی ان کو کسی چیز کے قضا کرنے کا حکم فرمایا۔
Hazrat Nafe se marvi hai ke Hazrat Umm e Salma bint al Mukhtar Hazrat Abdullah bin Umar ke sahibzaade ki ahliya thin, unhon ne Muzdalifa mein bachcha jana, Hazrat Safiyah un ke sath wo raat aur agle din ki raat wahan peeche hi ruki rahin, phir wo donon raat ko Mina aayin aur rami ki, Hazrat Abdullah bin Umar ne un ke is amal par koi nakeer na farmaai aur na hi un ko kisi cheez ke qaza karne ka hukm farmaaya.