It is narrated on the authority of Hazrat Ibn Sa'bat that the Companions would come for Hajj and leave their rides to graze. Then they would come and throw pebbles at night.
حضرت ابن سابط سے مروی ہے کہ صحابہ کرام حج کے لیے تشریف لاتے اور اپنی سواریوں کو چرنے کے لیے چھوڑ دیتے پھر تشریف لاتے اور رات میں رمی کرتے۔
Hazrat Ibn Sabat se marvi hai ke sahaba kiram Hajj ke liye tashreef laate aur apni sawariyon ko charne ke liye chhor dete phir tashreef laate aur raat mein rami karte.
It is narrated on the authority of Hadrat 'Amr that a person informed me that he had seen some of the wives of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) throwing pebbles at the Jamarat al-'Aqabah at the time of Maghrib during the Days of Tashreeq.
حضرت عمرو سے مروی ہے کہ مجھے اس شخص نے خبر دی جس نے ازواج مطہرات میں سے بعض کو مغرب کے وقت رمی کرتے ہوئے دیکھا۔
Hazrat Amr se marvi hai keh mujhe us shakhs ne khabar di jis ne azwaj e mutahhirat mein se baz ko maghrib ke waqt rami karte huye dekha.
Hazrat Ata and Hazrat Taus say that if the one who gave the animal on rent does not find a shepherd, and the man forgets, then these two can stone at night.
حضرت عطائ اور حضرت طاؤس فرماتے ہیں کہ کرایہ پر جانور دینے والا چرواہا نہ پائے، اور آدمی بھول جائے تو یہ دونوں رات میں رمی کرسکتے ہیں۔
Hazrat Ataa aur Hazrat Taus farmate hain ke kiraye par janwar dene wala charwaha na paaye, aur aadmi bhul jaye to ye donon raat mein rami karsakte hain.